Karo Hari Darshan Lyrics

in

"Karo Hari Darshan" Song Details:

Movie: Hari Darshan (1972)
Singer(s):Mahendra Kapoor
Lyricist(s):Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Composer(s):Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director(s):Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Genre(s):Religious
Director(s):Chandrakan
Music Label:© Saregama
Starring:Saroja Devi B, Randhawa, Master Satyajeet, Mehmood Jr, Jayshree Gadkar, Dara Singh, Sujata, Abhi Bhattacharya
Release on:3rd September, 1972

Karo Hari Darshan Lyrics – Mahendra Kapoor

Kitni hi bar daya ne dhine
Kitni hi bar daya ne dhine
Sansar ko ake ubhar liya
Jab jab dharti par dhram ghata
Tab tab parbhu ne avtar liya
Karo hari darshan
Karo hari darshan
Karo hari darshan
Karo hari darshan

Ye kahani bhankar kaal ki hai
Parachin karodo saal ki hai
Sankhaasur naam ka tha manav
Usse darte the sur manav
Rakass tha bada vikat bal me
Vido ko chura ke ghusa jal me
Fir parbhu me machaye roop dhara
Papi sankha sur ko mara
Papi sankha sur ko mara
Ye amrit manthan ki hai katha
Sur asuro ne sager ko matha
Sur asuro ne sager ko matha
Dubne laga parvat jal me
Khabali machi bhu mandal me
Tab hari ne karum avtar liya
Mandura chal me dhar liya
Hari ki lila hai ajab logo
Dekho ab darisaye gajab logo
Dhan van pari jan me samandar se
Amrit le aaye vo andar se
Amrit ke liye danav jhakade
Par parbhu nikale sab se tagde
Parbhu bane sundar nari
Mohini naam ki sukumari
Jab matak matak mohini doli
Detayo ki band hui boli
Asuro ka aasan hila diya
Devo ko amrit pila diya

Fir parbhu ka avtar hua
Unse dharti ka sudhar hua
Sab niyam dharam ko dheat kiya
Jan ka man nirbhit kiya
Jan ka man nirbhit kiya

lyricsbogie.com
Ab suno bhagat duji gatha
Bhagwan ko jhuka lo sab matha
Jab tune hari darsan paye
Tab uske lochan bhar aaye
Ek bal bhagat ne nirakar
Parbhu ko sakar kiya
Jab jab dharti par dhram ghata
Tab tab parbhu ne avtar liya
Karo hari darshan
Karo hari darshan
Karo hari darshan
Karo hari darshan

Jab garah ne gaj ko pakad liya
Uske pairo ko jakad liya
Tab tatar parani paidal dhoude
Aa kar uske bandhan tode
Or tatar se garrahak sumbara
Pal me gajraj ko udhara
Fir parkat hue nar narayan
Hay maha tapsavi jag saharan
Urvashi bhi dekh rakat hui
Apsara bhi hari ki bhagat hui
Tab kaam bhi rasta naap gaya
Or karoth bhi man me kaap gaya
Or karoth bhi man me kaap gaya
Har jiv tapasya karta
Hone ko amar vo marta tha
Tab maha maya sakar hui
Par dene ko taiyar hui
Danav ne vachan ye udhare
Keval dev hi mujhe mare
Har ses roop hari dhara
Har papi raksas ko mara
Har papi raksas ko mara

Fir hans roop hari parkate
Kalyan hetu shiri hari parkate
Bhagwan ne sab ko siksha di
Pawan bhagati ki diksha di
Fir jag me bhagwan yaag aaye
Shristhi par parivartan laye
Sab dev hawan se pusat hue
Parani samsat santusat hue
Fir parbhu kapil avtar bane
Shrisathi se tanarhar bane
Apni mata ko gayan diya
Janata  sankhaye pardan kiya
Janata  sankhaye pardan kiya
Fir sankadik avtar hue
Vastav me balak char hue
Mat socho vo keval balak the
Bade dhram karam ke palak
Jai vijai ko dekar shrap
Balparbhu ne jag ko par diya

Jab jab dharti par dhram ghata
Tab tab parbhu ne avtar liya
Karo hari darshan
Karo hari darshan
Karo hari darshan
Karo hari darshan.

Karo Hari Darshan Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.