Kari Kazrari Lyrics – Udit Narayan
Rimjhim rimjhim rimjhim rimjhim
Kari kajrari kawari ankhe
Meri zindagi hai tumhari ankhe
Ye jo jhuki to ye jo uthi
To mosam badal gaya
Dekha inhe jo jane tamnna
Main to machal gaya
Kari kajrari kawari ankhe
Meri zindagi hai tumhari ankhe
Ye jo jhuki to ye jo uthi
To mosam badal gaya
Dekha inhe jo jane tamnna
Main to machal gaya
Inko dekhke jita hoon
In ankho pe marta hoon
Koi na jane in ankho se
Kitna pyar main karta hoon
Ho inko dekhke jita hoon
In ankho pe marta hoon
Koi na jane in ankho se
Kitna pyar main karta hu
O o ho…
Mujhko to hai jan se bhi pyari ankhe
Meri zindagi hai tumhari ankhe
Ye jo jhuki to ye jo uthi
To mosam badal gaya
Dekha inhe jo jane tamnna
Main to machal gaya
Kari kajrari kawari ankhe
Meri zindagi hai tumhari ankhe
Ye jo jhuki to ye jo uthi
To mosam badal gaya
Dekha inhe jo jane tamnna
Main to machal gaya
Rimjhim rimjhim rimjhim rimjhim
Rimjhim rimjhim rimjhim rimjhim
Sapna banke in ankho mein
Sham sawere rahna hai
Inse hasi koi chez nahi hai
Mere dil ka kahna hai
Sapna banke in ankho mein
Sham sawere rahna hai
Inse hasi koi chez nahi hai
Mere dil ka kahna hai
O o ho…
Ishq sikhaye hamko bechari ankhe
Meri zindagi hai tumhari ankhe
Ye jo jhuki to ye jo uthi
To mosam badal gaya
Dekha inhe jo jane tamnna
Main to machal gaya
Kari kajrari kawari ankhe
Meri zindagi hai tumhari ankhe
Ye jo jhuki to ye jo uthi
To mosam badal gaya
Dekha inhe jo jane tamnna
Main to machal gaya
Rimjhim rimjhim rimjhim rimjhim
Rimjhim rimjhim rimjhim rimjhim.