Karbala Ki Kahani Lyrics – Mohammed Aziz
Suno momino karbala ki kahani
Bahtar mushaphir na dhana na paani
Duniya husain ki hain zamana husain ka
Karbail mein luth gaya hain garana husain ka
Duniya husain ki hain zamana husain ka
Duniya husain ki hain zamana husain ka
Jangal mein aa pade hai madine ko chod ke
Kheme mein rah gaya hai tikana husain ka
Faili gali gali mein sahdat ki roshani
Gham aa gaya char jalana husain ka
Khali rahi na mangne walo ki jholiya
Sabke liye khula hain kajana husain ka
Duniya husain ki hain zamana husain ka
Duniya husain ki hain zamana husain ka
Utara jo karbila mein madine ka kafila
Tarikh jo thi aur mohlaam ka chaand tha
Lakho udhar the aur bahatar the is taraf
Saithan ush taraf tha peer paighambar ish taraf
Sahara ki tej dhoop thi pani bhi band tha
Charo taraf the shor kayamat buland tha
Muskil se laye shor se sahil ke samne
Hakh aa gaya ladayi ka katil ke samne
Akbar ka jism teero se chalni kiya gaya
Unko unhi ke khoon ka tohfa diya gaya
Khatim bahar aane se pahale ujadh gaye
Dulha bane to mout ke hatho me padh gaye
Bechari ek raat me bewa hui dulhan
Shadi ki odni se banaya gaya kafan
Kheme me bibiyo ka ajab haal jar tha
Aanshu the sabki aanko me dil bekarar tha
Pahara laga hua tha nadhi par idhar udhar
Lekin pahuch gaye vaha abash naam har
Masti ja bar ke nikle to dushman the samane
Tanha the phir bhi haar na mani iman ne
Charo taraf se kiya katilo ne vaar
Sau teer aakar ho gaye chagar ke aar paar
Paani taman futh ke raste mein bah gaya
Kumba husan husain ke
Khun ka payasha hi rah gaya
Cheh mah ka vo aswar maasum haye haye
Paani na ho to kya kare majlum haye haye
Bache ka haal dekh ke moula huye nidhal
Sukhe the hoth pyash se murjaye the gal
Ek teer aake maut ka saman ho gaya
Bacha thadhap ke ghod mein bejaan ho gaya
Chulu mein khun le ke hawa mein udha diya
Ibne aali ne sabar ka rasta dikha diya
Kheme mein sabko sabar dilaya husain ne
Bimar ko gale se lagaya husain ne
Sabse kaha husain ne ab rangane hum chale
Talwar sir pe tuth ke dheere se sitham chale
Muktal mein aake aakri sajda adaa kiya
Bachpan mein jo kiya tha vo adda vafa kiya
Daulat ke vaste na to inaam ke liye
Payase shahid ho gaye islaam ke liye
Islaam ke liye islaam ke liye.