Kar Ram Bhajan Lyrics – Ishu Sondh, Ram Panjwani
Kar ram bhajan
Man ram bhajan tera
Ho jaye beda par
Kar ram bhajan
Man ram bhajan tera
Ho jaye beda par re
Baba ho jaye beda par
Baba ho jaye beda par
Shri ram chandar ji ki
Katha suru hoti hai
Kaho ji shiri ram shiri ram
Ek din rani kaikyi boli
Ram jaye banvas
Ye sunkar sab praniyo ke
Ruk gayi man me sans
Ram ji sunkar bole mai to
Hu mata ka das
Koi bhi chinta na kare
Jo mai jau vanvas
Tere jivan ki kya aash hai
Tere jivan ki kya aash hai
Tere jivan ki kya aash hai
Jag me kiski rahi shan
Jane vali hai ye jan
Murakh kahna mera man
Tu ek pal ka hai mehman
Apne malik ko pahchan
Tod chale kyo aash re
Kar ram bhajan
Man ram bhajan tera
Ho jaye beda par re
Kar ram bhajan
Man ram bhajan tera
Ho jaye beda par re
Baba ho jaye beda par
Baba ho jaye beda par
Kaho ji shiri ram
Chhauda varsh gujar gaye
Chhauda varsh van me
Rah kar
Roye vaha ke pakshi prani
Van par chhayi udasi
Chhod chale hum sabko bhagwan
Tod chale ho sabka sahara
Dekho to bhagwan jara
Har nain se bahti dhara
Tod chale kyo aash re
Tod chale kyo aash re
Tod chale kyo aash re
Rokar boli ye shabnam
Deke jate ho kyun gham
Kaise jiyenge ab hum
Aansu bahte hai chham chham
Aasha le kar bathe hum
Kar ram bhajan
Man ram bhajan tera
Ho jaye beda par re
Kaho ji shiri ram
Ban valo ki ye halat thi
To ayodhya valo ka kya hal tha
Ban se jab shiri ram ji
Ayodhya nagri aaye
Hans kar sari paraja ne
Charno me nain bichhaye
Khushi khushi har premi ne
Ghar ghar deep jagaye
Madur suro me diwali ke
Nar nari ne gane gaye
Sab se bole bahar ye
O sab se bole bahar ye
O sab se bole bahar ye
Nacha har ek tan man
Aaye aaye vo bhagwan
Aavo kar lo sab darsan
Gao geet mano ranjhn
Ayodhya nagri hai dulhan otri
Payal ki humkar re
Kar ram bhajan
Man ram bhajan tera
Ho jaye beda par re
Kar ram bhajan
Man ram bhajan tera
Ho jaye beda par re
Baba ho jaye beda par
Baba ho jaye beda par.