Kanwaron Ka Bhi Duniya Mein Lyrics – Kishore Kumar, Shamshad Begum
Soja soja hukm ke ikke soja
Kawaro ko bhi duniya mein
Khuda hota to kya hota
Hamare ghar mein bhi
Chulha jala to kya hota
Kawaro ko bhi duniya mein
Khuda hota to kya hota
Kawaro ko bhi duniya mein
Akele kis tarah kate
safar ye zindgani ka
Safar ye zindgani ka
Hame to jahar lagta hai
Ye mausam naujawani ka
Ye mausam naujawani ka
Ye mausam naujawani ka
Kis ka sath kismat mein
Kis ka sath kismat mein
Likha hota to kya hota
Kis ka sath kismat mein
Likha hota to kya hota
Kawaro ko bhi duniya
Mein khuda hota to kya hota
Kawaro ko bhi duniya mein
Magar shadi ki hasrat hai
Magar shadi ki hasrat hai
Dhidora pitte firte hai
jee biwi ki zarurat hai
Jee biwi ki zarurat hai
Jee biwi ki zarurat hai
Khuda ne inko paida na
Kiya hota to kya hota
Khuda ne inko paida na
Kiya hota to kya hota
Kawaro ko bhi duniya mein
Khuda hota to kya hota
Kawaro ko bhi duniya mein
Agar khiche nazar hota to
Achi si koi lade
Agar khiche me jar hota to
Achi si koi late
Achi si koi late
Tumare dar par patke
Chakkar jute na ghiswate
Jute na ghiswate
Jute na ghiswate
Agar kuch chhod kar
Abba mara hota to kya hota
Agar kuch chhod kar
Abba mara hota to kya hota
Khuda ne inko paida na
kiya hota to kya hota
Khuda ne inko paida na
kiya hota to kya hota
Kawaro ko bhi duniya mein
Khuda hota to kya hota
Kawaro ko bhi duniya mein.