Kamai To Bahut Phir Bhi Lyrics – Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kamai kamai kamai to bahut phir bhi
Kadki hardam rahti hai
Kamai to bahut phir bhi
Kadki hardam rahti hai
Kuch mehngayi le jati
Kuch biwi udati hai biwi udati hai
Ho bujargo ka ye kahna hai
Ghar to mard lutate hai
Bujargo ka ye kahna hai
Ghar to mard lutate hai
Ho lakh musibat
Ho aurat ghar ko bnati hai
Aurat ghar ko bnati hai
Kamai to bahut phir bhi
Kadki hardam rahti hai
Hai unki sadiya das bis
Hamare kapde le de char hai
Ha ha hai unki sadiya das bis
Hamare kapde le de char hai
Hai unki roz diwali
Diwala nikla hamra yaar
Sone ke hath me kangan
Hire ki kan me bali
Chhanke per me payal
Aahe re payal oo payal
Chhanke per me payal
Pati ka btwa hai khali
Lgakar shent lgakar
Shent mehnga ye
Nakhre so so dikhati
Hai mehngayi le jati
Kuch biwi udati hai biwi udati hai
Bujargo ka ye kahna hai
Ghar to mard lutate hai
Base chalti hai lekin
Wo texi me jate hai
Base chalti hai lekin
Wo texi me jate hai
Chale jab kam bidi se
Sada sigret wo pite hai
Lgakar aankh par chashma
Sinema khub jate hai
Ghar ka chhodkar khana haye
Khana re khana haye re khana
Ghar ka chhodkar khana
Hotel me khate hai
Piya ruthe mnate hai
Kabhi ghar ko sjate hai
Ho aurat ghar ko bnati hai
Aurat ghar ko bnati hai
Kamai to bahut phir bhi
Kadki hardam rahti hai
Hume jalwa dikhawat hai
Kabhi jo der se aao subha
Man ma me lawat hai
Nmak mircha wo dale khub
Jali roti khilawat hai
Chale na jab chal koi ha ri
Chale na jab chal koi to
Wo berang dikhavat hai
Jeb hoti hai jab khali
Yaad bas biwi aati hai
Bchat ke paise se hardam
Udhari wo chukati hai
Jawani me stawat hai
Bhudape me nibhati hai
Pati ki sewa kar biwi
Sukhi mjivan bnati hai
Bujargo ka ye kahna hai
Ghar to mard lutate hai
Ho lakh musibat
Ho aurat ghar ko bnati hai
Aurat ghar ko bnati hai.