Kamaal Ho Gaya Lyrics – Asha Bhosle
Par karein bada kamaal
Are saath saal walon ki umariya
Banaadein solah saal kya?
Laddu yeh laddu mere bhang wale
Dono jahaan se judaa rang wale, haaye
Kamaal ho gaya, khaake laddu
Yeh daddu kamaal ho gaya
Aaj saare shahar mein dhamaal ho gaya
Laddu yeh laddu mere bhang wale
Dono jahaan se judaa rang wale
Kamaal ho gaya
Khaake laddu yeh daddu kamaal ho gaya
Aaj saare shahar mein dhamaal ho gaya
Laddu pe mere hai duniya deewani
Khaake inhe laut aaye jawaani
Laddu pe mere hai duniya deewani
Khaake inhe laut aaye jawaani
Saari umar jhoome jo inko khaale
Dil phir sambhalta nahin hai sambhaale
Nihaal ho gaya
Inhe khaake zamana nihaal ho gaya
Aaj saare shahar mein dhamaal ho gaya
Laddu yeh laddu mere bhang wale
Dono jahaan se judaa rang wale
Kamaal ho gaya
Khaake laddu yeh daddu kamaal ho gaya
Aaj saare shahar mein dhamaal ho gaya
Laddu mein hai bhole shankar ki booti
Booti ki masti hai babu anokhi
Laddu mein hai bhole shankar ki booti
Booti ki masti hai babu anokhi
Khaake inhe apni kismat jagaale
Ho na bharosa abhi aazmaale
Kamaal ho gaya
Jo havaldaar tha kotvaal ho gaya
Aaj saare shahar mein dhamaal ho gaya
Laddu yeh laddu mere bhang wale
Dono jahaan se judaa rang wale, haye haye
Kamaal ho gaya
Khaake laddu yeh daddu kamaal ho gaya
Aaj saare shahar mein dhamaal ho gaya.