Kal Se Chhod Dunga Main Sharab Lyrics – Anjaan, Mithun Chakraborty
Aaj peene ki tamana hai
Main peeunga behisab
Kal ki kal dekhunga
Jab hoga gunaho ka hisab
To kal se chhod dunga main sharab
Arey kal se chhod dunga main sharab
Magar aaj mujhe peene de
Peene de zara aaj mujhe peene de
Mana hai aadat kharab
Maine mana hai aadat kharab
Magar aaj mujhe peene de
Peene de zara aaj mujhe peene de
Ghunguru bazati aayi sham sham sham
Lafa ke bhar de mera zam
Lafa ke bhar de mera zam
Kal se chhod dunga main sharab
Kal se chhod dunga main sharab
Magar aaj mujhe peene de
Peene de zara aaj mujhe peene de
Lagi jab mujhko kabhi bhukh lagi
Jagi kabhi jab pyas dil me jagi
Band botal ye khuli thodi si maine pili
Mujhko aaram mila aag i sdil ki bujhi
Yaar mujhe kisi ne na roka kabhi
Na roka kabhi ho ghungauru
Ghunguru bazati aayi sham sham sham
Lafa ke bhar de mera zam
Lafa ke bhar de mera zam
Kal se chhod dunga main sharab
Kal se chhod dunga main sharab
Magar aaj mujhe peene de
Peene de zara aaj mujhe peene de
Kahu bhala kaise kahu isko kharab
Kahu bhala kaise kahu isko kharab
Mere liye ma ke pyar jaisi sharab
Saye mein iske raha sanche mein iske dala
Iske aanchal ke tale main mere yaar pala
Baho mein isi ke aaya
Aaya shavab aaya shavab
To kal se chhod dunga main sharab
Hey kal se chhod dunga main sharab
Magar aaj mujhe peene de
Aye yara aaj mujhe peene de
Mana hai aadat kharab
Maine mana hai aadat kharab
Magar aaj mujhe peene de
Aye yara aaj mujhe peene de
Aye yara aaj mujhe peene de.