Kaise Tum Bin Lyrics – Lata Mangeshkar
Kaise tum bin kategi umariya
Umariya are o
Kaise tum bin kategi umariya
Umariya are o
Mohe itna bata
Mohe itna bata do sawariya
Sawariya are o
Kaise tum bin kategi umariya
Kisko basaye huye
Mujhse jate ho aankhe
Churaye huye
Mujhse jate ho aankhe
Churaye huye
Kaun bairan se
Kaun bairan se lagi nazariya
Nazariya are o
Kaise tum bin kategi umariya
Sare wade tum
Apne bhula ke chale
O has ke dil le liya
Phir rula ke chale
Rula ke chale yu ujado na
Yu ujado na man ki nagariya
Nagariya are o
Kaise tum bin kategi umariya
Mera jivan sazakar na jao piya
Mere man ko basakar na jao
Man ke raja na
Man ke raja na luto nagariya
Nagariya are o
Kaise tum bin kategi umariya
Umariya are o
Mohe itna bata
Mohe itna bata do sawariya
Sawariya are o
Kaise tum bin kategi umariya.