Kaise Hota Hai Shuroo Lyrics – Shankar Shambhu
Paak ishq rangun
Naam ameer damishq ke
They ek takht nasheen
Nek bashar they shaah aur
Raiyat per nek nazar thi
Nek bashar they shaah aur
Raiyat per nek nazar thi
Tha ek kaif azhad
Ulfat jiske uper thi
The sultaan sardaar
Ek sultaani thi unke
Naazon ki paali
Pyaari laila dukhtar thi
Kahun kya ishqbaazi ka
Nirala hi fasaana tha
Kahun kya ishqbaazi ka
Nirala hi fasaana tha aa
Ye alhadpan mein wo dono
Ladakpan ka zamana tha
Aake maktam mein aapas mein
Taak aur jhaank rehti thi ee
Yahi tha shahal rozaana ka
Padhne ka bahana thaa
Dili ulfat thi do jaanib
Na ik tarfa mohabbat thi
Fida thi kaif per laila
Wo laila per deewaana tha
Aji ek baat bhi ye hairat e
Angez thi ee ee kaisee
Mijaaz e kaif bachpan hi se
Yaaron aashiqana tha
Main sunaati hun ik
Maajraa-e-ajab
Qais tumse hai bilkul
Sharam hi nahin
Hai mohabbat bahut
Kuchch bhi tumse mujhe
Fark iss mein tumhaari
Kasam bhi nahin
Hai mohabbat bahut
Kuchch hi tumse mujhe aey
Teri baanki adaa pe
Main khud hun fida
Apni chaahat ka dilbar
Bayaan kya karun
Yehi khwaahish hai
Tum mujhko dekhaa
Karo yehi khwaahish hai
Tum mujhko dekhaa
Karo aur dil-o- jaani
Main tumko dekhaa
Karun yehi khwaahish hai
Tum mujhko dekhaa karo
Kya haqeekat judaai ki
Zaahir karun badi
Mujhko bhi jo bekaraari rahe
Bhulti yaad pal ko
Nahin jhulti meri
Aankhon mein surat
Tumhaari rahe
Bhulthi yaad pal ko
Nahin jhulti
Ye rab meri tumse hai
Maah-e-naqaab
Dil lagaake na
Dil ko hata lenaa
Tum bewafai na
Karna kabhi bhul
Kar bewafai na
Karna kabhi bhul kar
Gar mohabbat karo to
Nibha dena tum
Bewafai na karna
Kabhi bhul ke aey aey.