Kainat Chale Lyrics – Jagjit Singh
Nazar uthao zara tum to kainat chale
Nazar uthao zara tum to kainat chale
Hai intazaar ke aankhon se koi baat chale
Hai intazaar ke aankhon se koi baat chale
Nazar uthao zara tum to kainat chale
Tumhari marzi bina waqt bhi apahaz hai
Tumhari marzi bina waqt bhi apahaz hai
Na din khishakta hai age na aage raat chale
Na din khishakta hai age na aage raat chale
Hai intazaar ke aankhon se koi baat chale
Nazar uthao zara tum to kainat chale
Nikal gaya hai kidhar
Na jaane ungali chhuda kar
Nikal gaya hai kidhar
Bahot kahan thaa zamane se
Saath saath chale
Bahot kahan thaa zamane se
Saath saath chale
Hai intazaar ke aankhon se
Koi baat chale
Nazar uthao zara tum to kainat chale
Kisi bhikhari ka tuta huaa katora hain
Kisi bhikhari ka tuta huaa katora hain
Gale mein daale usse aasmaa pe raat chale
Gale mein daale usse aasmaa pe raat chale
Hai intazaar ke aankhon se koi baat chale
Nazar uthao zara tum to kainat chale
O kainat chale..o kainat chale
O kainat chale..o kainat chale.