Kahe Dag Mag Teri Lyrics – Alka Yagnik
Kahe dag mag
Teri chaali re sakhi
Aaj hai ajab tera haal re sakhi
Nadiya gayi thi ghagari uthaye
Dekha koi pat mein khada muskaye
Aisi ghabrayi ke puchho mat
Haye haye haye haye ha ha ha
O mera baala ulajh gaya baalo mein
Bindiya girke chimat gayi gaalo mein
Re mera baala ulajh gaya baalo mein
Bindiya girke chimat gayi gaalo mein
Gaalo mein mera baala re mera baala
Haye mera baala ulajh gaya baalo mein
Kisase milkar aayi hain koi harjaai
Banti hain chal jhuthi dekh le chhuri tuti
Kisase milkar aayi hain koi harjaai
Banti hain chal jhuthi dekh le chhuri tuti
Kya jaane sakhi tu kya jaane
Duniya dil ki kaali main gori dilwali
Ras bhi mere gaalo mein zahar bhi hain
Rangin gulabi gaalo meingulabi pyalo mein
Pal mein jaye to utare naa saalo mein
Re mera baala ulajh gaya baalo mein
Bindiya girke chimat gayi gaalo mein
Gaalo mein mera baala re mera baala
Haye mera baala ulajh gaya baalo mein
Lagaau dupatta rang kaisa pakka
Kya huyi ujali chunari ho gayi maili chunari
Lagaau dupatta rang kaisa pakka
Rang laaye phir meri angdaai
Mera lehanga ghume saari basti jhume
Jaise ki pichhle saalo mein dhum
Machati thi nagariyawalo mein
Nagariyawalo mein
Shor wahi hain phir matwalo mein
Re mera baala ulajh gaya baalo mein
Bindiya girke chimat gayi gaalo mein
Gaalo mein mera baala re
Ulajh gaya baalo mein
Bindiya girke chimat gayi gaalo mein
O mera baala re mera baala
Ulajh gaya baalo mein.