Kah Gaye Father Ibrahim Lyrics – Manna Dey
Bat ke khao is dunia me
Bat ke bojh uthao
Jis rashte me sabka sukh
Ho wo rashta apnao
Is talim se badhkar
Jag me koi nahi talim
Kah gaye father ibrahim
O kah gaye father ibrahim
O kah gaye father ibrahim
O kah gaye father ibrahim
Is talim se badhkar
Jag me koi nahi talim
Kah gaye father ibrahim
O kah gaye father ibrahim
O kah gaye father ibrahim
O kah gaye father ibrahim
Duje ke ghar kabhi na
Jhako daulat ho ya nari
Duje ke ghar kabhi na
Jhako daulat ho ya nari
Is aadat se bache raho
Ye aadat hai bimari
Iska daru dhund na
Paya koi baid hakim
Kah gaye father ibrahim
O kah gaye father ibrahim
O kah gaye father ibrahim
O kah gaye father ibrahim
Kutte ne agar kata
Kutte se kya badla lena
Kutte ne agar kata
Tumne agar kute ka kata
Kya thuka kya chata
Tum insan ho yaro apni
Kuch to karo tazim
Kah gaye father ibrahim
O kah gaye father ibrahim
O kah gaye father ibrahim
O kah gaye father ibrahim
Jhuth ke sar pe taj bhi ho
To jhuth ka bhanda fodo
Jhuth ke sar pe taj bhi ho
To jhuth ka bhanda fodo
Sach chahe suli chadwade
Sach ka sath na chodo
Kal wo sach amrat hoga jo
Aaj hai kadwa neem
Kah gaye father ibrahim
O kah gaye father ibrahim
O kah gaye father ibrahim
O kah gaye father ibrahim
Is talim se badhkar
Jag me koi nahi talim
Kah gaye father ibrahim
O kah gaye father ibrahim
O kah gaye father ibrahim
O kah gaye father ibrahim.