Kadam Kadam Se Dil Lyrics

in

"Kadam Kadam Se Dil" Song Details:

Movie: Char Dil Char Raahein (1959)
Singer(s):Mahendra Kapoor, Meena Kapoor, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Manna Dey
Lyricist(s):Sahir Ludhianvi
Composer(s):Anil Krishna Biswas
Music Director(s):Anil Krishna Biswas
Genre(s):Motivational
Director(s):Khwaja Ahmad Abbas
Music Label:© Saregama
Starring:Raj Kapoor, Ajit, Shammi Kapoo

Kadam Kadam Se Dil Lyrics – Mahendra Kapoor, Meena Kapoor, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Manna Dey

Saathi re saathi re
Saathi re

Kadam kadam se dil se
Dil milaa rahe hai ham
Vatan me ek naya chaman
Khilaa rahe hai ham

lyricsbogie.com
Kadam kadam se dil se
Dil milaa rahe hai ham
Vatan me ek naya chaman
Khilaa rahe hai ham
Kadam kadam se dil se dil

Saathi re bhaai re
Ham aaj niv rakh rahe hai
Us nijaam ki us nijaam ki

Bike na zindagi jahaan
Kisi gulaam ki kisi gulaam ki
Lute na mehanate
Pise hue aavaam ki
Na bhar sake tijoriyaan
Koi haraam ki saathi re bhaai re

Har ek unch nich ko
Mitaa rahe hai ham
Kadam kadam se dil se
Dil milaa rahe hai ham
Vatan me ek naya chaman
Khilaa rahe hai ham
Kadam kadam se dil se dil

Saathi re bhaai re
Hamaare baajuo me
Aandhiyo kaa zor hai
Aandhiyo kaa zor hai

Hamaari dhadakano me
Baadalo kaa shor hai
Baadalo kaa shor hai

Hamaare haath me
Vatan ki baagador hai
Na bach ke jaa sakege
Jinake dil me chor hai
Saathi re bhaai re

Suno ki apanaa faisalaa
Sunaa rahe hai ham
Kadam kadam se dil se
Dil milaa rahe hai ham
Vatan me ek naya chaman
Khilaa rahe hai ham
Kadam kadam se dil se dil

Saathi re bhaai re
Utha liya hai ab samaj
Vaad ka nishaan
Samaj vaad ka nishaan

Alag salag na hogi ab
Hamari khetiya
Ye hamari khetiya

Chalegi sabke vaste
Milo ki chadthiya
Zameen se aasman
Talak uthegi chimaniya

Saathi re bhaai re
Kaha tha jo wo karke
Ab dikha rahe hai hum

Kadam kadam se dil se
Dil milaa rahe hai ham
Vatan me ek naya chaman
Khilaa rahe hai ham
Kadam kadam se dil se dil

Saathi re bhaai re
Uthe vo naujavan
Jinko pyaar chahiye
Jinko pyaar chahiye

Badhe vo dulhane
Jinhe yaar chahiye
Jinhe yaar chahiye

Chale vo gulsita jinhe
Nikhar chahiye
Sune vo bastiyaa jinhe
Bahar chahiye

Saathi re bhaai re
Ke jindagi ko uska haq
Dila rahe hai hum

Kadam kadam se dil se
Dil milaa rahe hai ham
Vatan me ek naya chaman
Khilaa rahe hai ham
Kadam kadam se dil se dil

Saathi re bhaai re
Ye rasta sunahari
Manzilo ko jayega
Manzilo ko jayega

Ye rasta kushi ki
Bastiya batayega
Bastiya batayega

Bichhade gaye the jo
Unhe karib layega
Ye rasta hai jo
Dil se dil milayega

Saathi re bhaai re
Ke ab tamaam fasale
Mita rahe he hum

Kadam kadam se dil se
Dil milaa rahe hai ham
Vatan me ek naya chaman
Khilaa rahe hai ham
Kadam kadam se dil se dil.

Kadam Kadam Se Dil Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.