Kabhie Ajnabi The (Title Track) Lyrics – Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar
Kabhi ajnabi the zamee aasma ye
Tera hath thama jo huye meharba ye
Kabhi ajnabi the zamee aasma ye
Tera hath thama jo huye meharba ye
Kabhi ajnabi the
Barsat ye pyar ki na rukegi
Ab to ghata aur niche jhukegi
Barsat ye pyar ki na rukegi
Ab to ghata aur niche jhukegi
Barso ki pyasi ye dil ki zamee hain
Chal bhig jaye jannat yahi hain
Kabhi ajnabi the zamee aasma ye
Tera hath thama jo huye meharba ye
Kabhi ajnabi the
Shuru ho gaye silsile kaise kaise
Takdir ke faisle kaise kaise
Shuru ho gaye silsile kaise kaise
Aayi bahare aane se tere
Khile gul hazaro gulshan mein mere
Kabhi ajnabi the zamee aasma ye
Tera hath thama jo huye meharba ye
Kabhi ajnabi the
Sajan mere hath thame hi chalna
Rasta naya har kadam pe sambhalna
Sajan mere hath thame hi chalna
Rasta naya har kadam pe sambhalna
Thokar lage to bhi kuch gham nahin hain
Sarth jo mere tu humnashi hain
Kabhi ajnabi the zamee aasma ye
Tera hath thama jo huye meharba ye
Kabhi ajnabi the zamee aasma ye
Tera hath thama jo huye meharba ye.