Kabhi Kitabon Mein Phool Lyrics – Ustad Ghulam Ali
Kabhi kitabon mein phool rakhna
Kabhi darakhto pe naam likhna
Kabhi kitabon mein phool rakhna
Kabhi darakhto pe naam likhna
Hamein bhi hain yaad aaj tak wo
Nazar se harf-e-salaam likhana
Kabhi kitabon mein phool rakhna
Kabhi darakhto pe naam likhna
Kabhi kitabon mein phool rakhna
Kabhi darakhto pe naam likhna
Woh chaand chehare woh behaki baate
Sulagte din the mehakti raate
Woh chaand chehare woh behaki baate
Sulagte din the mehakti raate
Woh chaand chehare woh behaki baate
Sulagte din the mehakti raate
Woh chhote chhote se kaagazo pe
Mohabbato ke payaam likhana
Kabhi kitabon mein phool rakhna
Kabhi darakhto pe naam likhna
Woh chupke chupke nazar milana
Gulaab cheharose dil lagana
Woh chupke chupke nazar milana
Gulaab cheharose dil lagana
Woh chupke chupke nazar milana
Woh aarzoo o ke khaab bun na
Woh kiss e na tamaam likhana
Woh aarzoo o ke khaab bun na
Woh kiss e na tamaam likhana
Gayi ruto mein hasan hamara
Bas ek hi to ye mashgala thaa
Gayi ruto mein hasan hamara
Bas ek hi to ye mashgala thaa
Gayi ruto mein hasan hamara
Bas ek hi to ye mashgala thaa
Kisi ke cheharo ko subaho kehana
Kisi ki zulfon ko shaam likhana
Kisi ke cheharo ko subaho kehana
Kisi ki zulfon ko shaam likhana
Hamein bhi hain yaad aaj tak wo
Nazar se harf-e-salaam likhana
Kabhi kitabon mein phool rakhna
Kabhi darakhto pe naam likhna
Kabhi kitabon mein phool rakhna
Kabhi darakhto pe naam likhna.