Kabhi Hanste Hain Do Dil Lyrics

in

"Kabhi Hanste Hain Do Dil" Song Details:

Movie: Farmaish (1953)
Singer(s):Shamshad Begum
Lyricist(s):Qamar Jalalabadi
Composer(s):Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director(s):Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Genre(s):Playful
Director(s):B. K. Sagar
Music Label:© Saregama
Starring:Bharat Bhushan, Vijay Laxmi, Kuldip Kaur, Pran, Gope, Maruti ,Chandra Shekhar

Kabhi Hanste Hain Do Dil Lyrics – Shamshad Begum

Kabhi hanste hain do dil
Aur kabhi taqdeer roti hai
Muhabbat isko kehte hain aen
Muhabbat aisi hoti hai

Jhukti hui nazar ka
Ada naam rakh diya
Haaye naam rakh diya
Jhukti hui nazar ka
Ada naam rakh diya
Haaye naam rakh diya
Aankhen milin to uska
Ada naam rakh diya
Haaye naam rakh diya

lyricsbogie.com
Tune milaayi aankh
Mera dil machal gaya
Tune jo pheri aankh
Zamaana badal gaya
Ka hamne teri razamand
Rakh diya haaye naam rakh diya
Jhukti hui nazar ka
Ada naam rakh diya
Haaye naam rakh diya

Nazron ko dekh teer bhi
Bal khaa ke reh gaya aa
Nazron ko dekh teer bhi
Bal khaa ke reh gaya
Akeli ko dekh chaand bhi
Sharma bhi reh gaya
Zulfon ka hamne kaali
Ghata naam rakh diya
Naam rakh diya
Zulfon ka hamne kaali ghata
Naam rakh diya
Naam rakh diya
Haay hansti hui nazar ka
Ada naam rakh diya
Zulfon ka hamne kaali ghata
Haay aankh mili to uska
Ada naam rakh diya
Haay naam rakh diya
Jhukti hui nazar ka
Ada naam rakh diya
Haay naam rakh diya.

Kabhi Hanste Hain Do Dil Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.