Kabhi Bekasi Ne Maara Lyrics – Kishore Kumar
Haai ho oh ho ho oh oh ho ho ho
Yeh gazal hai na geet hain koi
Yeh mere dard ki kahaani hain
Mere seene mein sirf ho
Mere seene mein sirf shole hain
Meri aankhon mein sirf paani hain
Kabhi bekasi ne maara
Kabhi bekasi ne maara
Oh kabhi bebasi ne maara
Kabhi bekasi ne maara
Oh kabhi bebasi ne maara
Gila maut se nahin hain
Gila maut se nahin hain
Mujhe zindagi ne maara
Kabhi bekasi ne maara
Oh kabhi bebasi ne maara
Voh mausam hain yeh jo badalta nahin
Muqaddar pe kuch zor chalta nahin
Voh mausam hain yeh jo badalta nahin
Kahin thi yeh badnaseebi
Oh kahin thi meri gareebi
Kahin thi meri gareebi
Kis kis ka naam loon main
Oh kis kis ka naam loon main
Mujhe har kisi ne maara
Gila maut se nahin hai
Gila maut se nahin hain
Mujhe zindagi ne maara
Kabhi bekasi ne maara
Oh kabhi bebasi ne maara
Bemurawwat bewafa duniya hain yeh
Hai yehi duniya to kya duniya hain yeh
Bemurawwat bewafa duniya hain yeh
Hai yehi duniya to kya duniya hain yeh
Na kami thi doston ki
Na kami thi dushmanon ki
Oh na kami thi dushmanon ki
Kahin dushmani ne loota
Kahin dushmani ne loota
Kahin dosti ne maara
Gila maut se nahin hain
Gila maut se nahin hain
Mujhe zindagi ne maara
Kabhi bekasi ne maara
Kabhi bebasi ne maara
Ujaalon se veshat mujhe ho gayi hain
Andheron ki aadat mujhe ho gayi hain
Ujaalon se veshat mujhe ho gayi hain
Andheron ki aadat mujhe ho gayi hain
Raha jab talak andhera
Oh kata khoob waqt mera
Oh kata khoob waqt mera
Mujhe chaandni ne loota
Oh mujhe chaandni ne loota
Mujhe roshni ne maara
Gila maut se nahin hain
Gila maut se nahin hain
Mujhe zindagi ne maara
Kabhi bekasi ne maara
Kabhi bebasi ne maara
Kabhi bekasi ne maara
Oh kabhi bebasi ne maara.