Kaaton Se Lyrics – Suresh Wadkar
Ban gaye hai shul
Hai ye agar hakikat,
Kaise kare ise kabul
Bejan sa is dil mein
Ab jajbat na hai vasul
Kato se yu uljhe khud hi
Ban gaye hai shul
Uttam sarnam gachhami,
Danmam sarnam gachhami
Sangham sarnam gachhami
Uttam sarnam gachhami
Nahle pe to hai dahla yaha,
Jaha ki yahi hai reet
Falandar bane sikandar hue,
Kisi ki hui hai na jeet
Bahake lahu milega suku,
Insan ki hai ye bhul
Kato se yu uljhe khud hi
Ban gaye hai shul
Ye jeewan to hai ek andha kuwa
Jo duba so dub gaya
Ek jakham jo bhar jata hai,
Ubhar jata hai ek naya
Tuti kali jo sakh se,
Banti nahi hai wo phool
Kato se yu uljhe
Khud hi ban gaye hai shul
Bejan sa is dil mein
Ab jajbat na hai vasul
Uttam sarnam gachhami,
Danmam sarnam gachhami
Sangham sarnam gachhami,
Uttam sarnam gachhami.