Kaanch Ki Choodiyan Lyrics – Qaiser Azad Badayuni
Baag par jis ghadi padti hai bijalio ki nazar
Nooran ke chehare pe us waqt malaal aata hai
Jee mein aata hai ke duniya se bagawat kar loon
Par tere haath ki choodi ka khyaaal aata hai
Choodiyan choodiyan choodiyan choodiyan
Choodiyan choodiyan choodiyan choodiyan
Choodiyan choodiyan choodiyan choodiya
Kaanch ki choodiyan kaanch ki choodiyan
Kaanch ki choodiyan kaanch ki choodiyan
Kaanch ki choodiyan kaanch ki choodiyan
Kaanch ki choodiyan kaanch ki choodiyan
Kaanch ki choodiya bhi ajab cheez hai
Kis jabaan se kahoon ye sabab cheez hai
Kaanch ki choodiya dekhiye door se
In ka rishta hai mathe ka sindoor se
Dekhne mein to seeshe ki lagti hai ye
Kitani maao ke haath mein sajti hai ye
Kaanch ki choodiyan hai dulhan ke liye
Kaanch ki choodiyaan behen ke
Kitani pyari hai kaanchi ki dooriyaan
Kitani nyari hai kaanch ki choodiya
Kaanch ki choodiyan dil ka armaan hai
Dosto ek suhagan ki pehchaan hai
Kaanch ki choodiyan kaanch ki choodiyan
Kaanch ki choodiyan kaanch ki choodiyan
Kaanch ki choodiyan kaanch ki choodiyan
Kaanch ki choodiyan kaanch ki choodiyan
Badnaseeb aur mohtaaz thaa aadami
Pehla din uskii tankha thaa yaad tha
Ghar mein khushiyon ka charo taraf raaz tha
Boli shohar se biwi bade pyar se
Meri shaadi ko kitane baras ho gaye
Jism par ek bhi koi jewar nahi
Kaan mein taz kade ka jhoomar nahi
Jaise pehni hai usha aur neelu ki maa
Waise sone ke kangan bana do miya
Baat meri asar tum pe karti nahi
Baat meri asar tum pe karti nahi
Gore haatho mein ab sajti nahi
Kaanch ki choodiyan kaanch ki choodiyan
Kaanch ki choodiyan kaanch ki choodiyan
Kaanch ki choodiyan kaanch ki choodiyan
Bola shohar ke aye meri pyari lata
Ghar ke baare mein khud hai tujhe bhi pata
Mujhko milte hai tankhah mein dhaai so
Jaanti ho ke ghar mein afraad nau
Chalna phir na bhi peetah ka bhi dushwaar hai
Boodhi maa bhi mahino se beemaar hai
Apne ghar ka kiraya bhi tees hai
Uspe bacho ke iskool ki fees hai
Saamne sar pe hai ek tyohar bhi
Aur mehnga hai is waqt bazaar bhi
Aur kaise bataun main uljhan tumhe
Kaise laadoon main sone ke kangan main
Baat shohar ki dulhan ro padi
Lagke seene se vaisi woh kehne lagi
Tum salamat raho ab koi gham nahi
Tum salamat raho ab koi gham nahi
Tum salamat raho ab koi gham nahi
Tum salamat raho ab koi gham nahi
Mere sartaaz sone se kuchh kam nahi
Kaanch ki choodiyan kaanch ki choodiyan
Kaanch ki choodiyan kaanch ki choodiyan
Kaanch ki choodiyan kaanch ki choodiyan.