Kaam Kaam Kaam Lyrics – Ali Zafar
नयी सुबहो का आग़ाज़
सबकी की हो इक आवाज़
जब काम से हो थकन
फिर छेड़े कोई साज
और ऊंची अपनी हो परवाज़
है कायद का फरमान
ये प्यारा पाकिस्तान
आगे बढ़ जाएगा
जब मिलके करेंगे काम
काम काम काम
दिन रात करे हम काम
जब काम से थक जाए
तो और करे हम काम
काम काम काम
दिन रात करे हम काम
जब काम से थक जाए
तो और करे हम काम
ये मुल्क हमारा है
हमें जान से प्यारा है
है अपनी ये पेहचान
ये मेरा पाकिस्तान
चाहत के धारो में
नदिया के किनारो में
हर बच्चे का अरमान
मेरा दिल मेरी जान
मेरा पाकिस्तान ये मेरा पाकिस्तान
मेरा पाकिस्तान ये मेरा पाकिस्तान
इस धरती को फिर से निखारे
ये मेरा है पैगाम
काम काम काम
दिन रात करे हम काम
जब काम से थक जाए
तो और करे हम काम
काम काम काम
दिन रात अरे हम काम
जब काम से थक जाए
तो और करें हम काम.
Nayi subaho ka aaghaaz
Sabki ki ho ik awaaz
Jab kaam se ho thakan
Phir chhede koi saaj
Aur unchi apni ho parvaaj
Hai quaid ka farmaan
Yeh pyaara pakistan
Aage badh jayega
Jab milke karenge kaam
Kaam kaam kaam
Din raat kare hum kaam
Jab kaam se thak jaaye
To aur karein hum kaam
Kaam kaam kaam
Din raat kare hum kaam
Jab kaam se thak jaaye
To aur karein hum kaam
Yeh mulk humara hai
Humein jaan se pyaara hai
Hai apni yeh pehchan
Yeh mera pakistan
Chahat ke dharo mein
Nadiya ke kinaro mein
Har bacche ka armaan
Mera dil meri jaan
Mera pakistan yeh mera pakistan
Aao milkar isko sanwaare
Iss dharti ko phirse nikhare
Yeh mera hai paigaam..
Kaam kaam kaam
Din raat kare hum kaam
Jab kaam se thak jaaye
To aur karein hum kaam
Kaam kaam kaam
Din raat kare hum kaam
Jab kaam se thak jaaye
To aur karein hum kaam.