Kaabul Ki Main Naar Lyrics – Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Kishore Kumar
Kaabul ki main naar
Meri aankhe rasili kataar
Kaabul ki main naar
Meri aankhe rasili kataar
Zara aankh se aankh mila le
Piya mausam mazedaar
Zara aankh se aankh mila le
Wallah ho wallah ho wallah
Mausam mazedaar
He he he he hi
Husn ki tu gulanar
Yaha aashiq tere hazaar
Husn ki tu gulanar
Yaha aashiq tere hazaar
Par aaya hai badi dur se
Ye pyaar ka bimaar
Wai aaya hai badi dur se
Ya khush ho ya
Khush ho ya khush
Pyaar ka bimaar
Aur le le ye dil ka badaam
In hotho pe subah shaam
Rahata hai tera hi naam
Pila de nigaaho ke jaam
Aur le le ye dil ka badaam
In hotho pe subah shaam
Rahata hai tera hi naam
Kahati hai mast bahaar
Meri ulajhi lat ko sanwaar
Kahati hai mast bahaar
Meri ulajhi lat ko sanwaar
Mohe pyaar ke rag mein
Rag de piyaa mausam mazedaar
Mohe pyaar ke rag me rag wallah
Hai ho vallaah hai
Ho vallaah mausam mazedaar
Hai hai hai husn ki tu gulanaar
Yaha aashiq tere hazaar
Par aaya hai badi dur se
Ye pyaar ka bimaar
Wai aaya hai badi dur se
Ya khush ho ya khush ho ya khush
Pyaar ka bimaar
Bhure ragile nawab
Mera hai kaisa shabab
Are kahata hai dil ka rabab
Duniya badi hai kharab
Bhure ragile nawab
Mera hai kaisa shabab
Are kahata hai dil ka rabaab
Duniya badi hai kharab
Rup ke lobhi hazaar
Wallaah kaise karun aitabaar
Roop ke lobhi hazaar
Hai hai hai wallaah kaise
Hai hai hai karun aitabaar
Hai hai hai mujhe apne
Dil mein chhupa hai
Le piya mausam hai mazedaar
Mujhe apne dil mein chhupa le
Wallaah o wallah o wallah
Mausam mazedaar
Husn ki tu gulanar yaha
Aashiq tere hazaar
Husn ki tu gulanar yaha
Aashiq tere hazaar
Par aaya hai badi dur se
Ye pyaar kaa bimaar
Wai aaya hai badi dur se
Ya khush ho ya khush ho
Ya khush pyaar ka bimaar.