Jo Ugta Hai Wo Dhalta Hai Lyrics – Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Samay ka charkh chalta hai
Arey manav sambhal ke chal
Samay karwat badlta hai
Jo ugta hai wo dhalta hai
Samay ka charkh chalta hai
Arey manav sambhal ke chal
Samay karwat badlta hai
Jo ugta hai wo dhalta hai
Ye dekho suray ka jalwa
Subha ko jo nikalta hai
Ye dekho suray ka jalwa
Subha ko jo nikalta hai
Chamkta hai damkta hai
Magar sandhya ko dhalta hai
Ye uthne aur girne ka
Sada hi khel chalta hai
Arey manav sambhal ke chal
Samay karwat badlta hai
Jo ugta hai wo dhalta hai
Arey insa akad mat aaj
Tu apni bulandi par
Arey insa akad mat aaj
Tu apni bulandi par
Na girte der lagti hai
Samay ki ek manjil par
Vidhata ne likha jo lekh
Tale se na talta hai
Arey manav sambhal ke chal
Samay karwat badlta hai
Jo ugta hai wo dhalta hai
Samay ka charkh chalta hai
Arey manav sambhal ke chal
Samay karwat badlta hai
Jo ugta hai wo dhalta hai
Samay ka charkh chalta hai
Arey manav sambhal ke chal
Samay karwat badlta hai
Jo ugta hai wo dhalta hai.