Jo Tum Mere Ho Lyrics – Anuv Jain
Hairaan Hoon
Ki Kuch Bhi Na Mangu Kabhi Main
Jo Tum Mere Ho
Aisa Ho Kyun?
Ki Lagta Hai Haasil Sabhi Hai
Jo Tum Mere Ho
Jo Tum Mere Ho
Toh Main
Kuch Nahin Maangoon
Duniya Se
Aur Tum Ho Hi Nahin
Toh Main
Jeena Nahin Chahoon
Duniya Mein
Aur Nazron Mein Mere
Ik Jahan Hai
Jahan Tu Aur Main
Ab Saath Hain
Aur Wahan
Koi Nahin
Tu Aur Main Hi Haye
Aur Aaogay
Aise Aaogay
Teri Meri Kya Yeh Rahein
Yoon Judi Hain?
Aur Raahon Mein Hi
Jo Tum Aye Kabhi
Hum Toh Pyaar Se Hi
Maar Jayengay
Aur Aaogay
Aise Aaogay
Teri Meri Kya Yeh Rahein
Yoon Judi Hain?
Aur Raahon Mein Hi
Jo Tum Aye Nahin
Hum Toh Phir Bhi Tumhein Hi
Chahengay
Jo Tum Mere Ho
Toh Main
Kuch Nahin Maangoon
Duniya Se
Pooche Yeh Tu
Ki Tujhmein Main Kya Dekhta Hoon?
Jab Charo Taraf Aaj
Kitne Hi Sare Nazare Hain
Janay Na Tu
Khud Ko Yoon
Na Janay Kyun?
Nazron Se Meri Yahan
Dekho Na Khud Ko Zara
Dekho Na Dekho Na
Zulfon Se
Kaise Zulfon Se
Teri Chupti Pyari Pyari Si
Muskaan Hai
Aur Nazarein Jhuki
Aur Nazarein Uthi
Toh Main Kya Hi Karoon?
Barbaad Main
Tere Hothon Ko
Tere Hothon Ko
Jinse Rakhti Mere Pyare Pyare
Naam Hai
Aur Dil Ka Tere
Aur Dil Ka Tere
Ab Main Kya Hi Kahoon?
Kya Baat Hai!
Aur Haan
Dekho Yahan
Kaise Ayi Do Dilon Ki
Yeh Baraat Hai
Par Kya
Khula Aasmaan
Yaan Phir Lai Yahan Zoro Se
Barsaat Hai?
Chahein Ho Chaye Bhi Badaal Toh
Chahein Phir Bhi Tumhein
Kya Pata Tum Ko?
Maangoon Na Kuch Aur Jo
Tum Mere Ho
हैरान हूँ
कि कुछ भी ना मांगू कभी मैं
जो तुम मेरे हो
ऐसा हो क्यों?
कि लगता है हासिल सभी है
जो तुम मेरे हो
जो तुम मेरे हो
तो मैं
कुछ नहीं मांगूं
दुनिया से
और तुम हो ही नहीं
तो मैं
जीना नहीं चाहूं
दुनिया में
और नज़रों में मेरे
इक जहां है
जहां तू और मैं
अब साथ हैं
और वहां
कोई नहीं
तू और मैं ही हाय
और आओगे
ऐसे आओगे
तेरी मेरी क्या ये राहें
यूँ जुड़ी हैं?
और राहों में ही
जो तुम आए कभी
हम तो प्यार से ही
मर जाएंगे
और आओगे
ऐसे आओगे
तेरी मेरी क्या ये राहें
यूँ जुड़ी हैं?
और राहों में ही
जो तुम आए नहीं
हम तो फिर भी तुम्हें ही
चाहेंगे
जो तुम मेरे हो
तो मैं
कुछ नहीं मांगूं
दुनिया से
पूछे ये तू
कि तुझमें मैं क्या देखता हूँ?
जब चारों तरफ आज
कितने ही सारे नज़ारे हैं
जाने ना तू
खुद को यूं
ना जाने क्यों?
नज़रों से मेरी यहां
देखो ना खुद को ज़रा
देखो ना देखो ना
ज़ुल्फों से
कैसे ज़ुल्फों से
तेरी छुपती प्यारी प्यारी सी
मुस्कान है
और नज़रें झुकी
और नज़रें उठी
तो मैं क्या ही करूं?
बर्बाद मैं
तेरे होंठों को
तेरे होंठों को
जिनसे रखती मेरे प्यारे प्यारे
नाम है
और दिल का तेरे
और दिल का तेरे
अब मैं क्या ही कहूं?
क्या बात है!
और हाँ
देखो यहाँ
कैसे आई दो दिलों की
ये बारात है
पर क्या
खुला आसमान
या फिर लाए यहाँ ज़ोरों से
बरसात है?
चाहें हो चाहे भी बादल तो
चाहें फिर भी तुम्हें
क्या पता तुम को?
मांगू ना कुछ और जो
तुम मेरे हो