Jiske Liye Pal Bhar Lyrics – Alka Yagnik, Udit Narayan
Jiske liye pal bhar na so rahi thi aankhe
Jiske liye hum sabki ro rahi thi aankhe
Jiske liye pal bhar na so rahi thi aankhe
Jiske liye hum sabki ro rahi thi aankhe
Jiske liye jiske liye jiske liye
Wo masiha aa gaya banke aaj ujala
Wo masiha aa gaya banke aaj ujala
Buri najar walo ka muh hua kala
Buri najar walo ka muh hua kala
Wo masiha aa gaya banke aaj ujala
Wo masiha aa gaya banke aaj ujala
Buri najar walo ka muh hua kala
Buri najar walo ka muh hua kala
Bar bar kahta hai mujhse mera dil ye pagal
Aaj khushi me aise nachu tut jaye payal
Dukhiya dukhiya chandani hai ujali ujali rat hai
Mera dilbar mera sajan ab mere sath hai
Ab jiya dhadkana nahi dur mujhse jana nahi
Range wafa se maine ang rang dala
Jiske liye hum sabki ro rahi thi aankhe
Wo masiha aa gaya banke aaj ujala
Wo masiha aa gaya banke aaj ujala
Buri najar walo ka muh hua kala
Buri najar walo ka muh hua kala
Najar kisi ki na lag jaye
Vijyi ho chachu hamara har akbhi pas na aaye
Aaj mai jo kuch bhi hu
Sab aapka ahsan hia
Jo jiye oro ki khatir bas wahi insan hai
Jeet ye meri nahi hai jeet hai ye aapki
Dor na todunga mai aapke viswas ki
Jiske liye hum sabki ro rahi thi aankhe
Wo masiha aa gaya banke aaj ujala
Wo masiha aa gaya banke aaj ujala
Buri najar walo ka muh hua kala
Buri najar walo ka muh hua kala
Buri najar walo ka muh hua kala
Buri najar walo ka muh hua kala.