Jise Yaar Ka Lyrics – Kishore Kumar, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
Jise yaar ka sacha pyar mile
Use sare jahan ki daulat kya
Jise yaar ka sacha pyar mile
Use sare jahan ki daulat kya
Teri aankhon mein chamke pyar agar
Heero ki mujhko jarurat kya
Duniya mein jiska mol nahi
Wo kya hai pyar pyar pyar
Har gham hai gawara
Bharti nahi nighah tera
Karke nazaara
Humraj tu mera saaz hai tu
Mere dil ka tu gehna
Hai swarg se pyara mujhe
Teri baho mein rehna
Jab dekhu main tujhko
Lagta hai mujhko
Rab ka hua didar
Jise yaar ka sacha pyar mile
Use sare jahan ki daulat kya
Teri aankhon mein chamke pyar agar
Heero ki mujhko jarurat kya
Tera sahara main ban jau
Mera sahara tu ho
Ang milake aise sang chalu jaise
Phul ke sang khushbu ho
Tera sahara main ban jau
Mera sahara tu ho
Ang milake aise sang chalu jaise
Phul ke sang khushbu ho
Tum jaise rakhoge waise rahungi
Karti hu ikraar
Jise yaar ka sacha pyar mile
Use sare jahan ki daulat kya
Teri aankhon mein chamke pyar agar
Heero ki mujhko jarurat kya
Duniya mein jiska mol nahi
Wo kya hai pyar pyar pyar.