Jise Pyar Zamana Kehta Hain Lyrics – Amit Kumar, Lata Mangeshkar
Jise pyar zamana kehta hain
Naam uska to qurbaani hain
Jise pyar zamana kehta hain
Naam uska to qurbaani hain
Jo meri aankh se behta hain
Wo tere dard ka paani hain
Jise pyar zamana kehta hain
Naam uska to qurbaani hain
Jo meri aankh se behta hain
Wo tere dard ka paani hain
Jise pyar zamana kehta hain
Naam uska to qurbaani hain
Maine tumko tadapaya hai
Ab tadapu teri tadapan mein
Maine tumko tadapaya hai
Ab tadapu teri tadapan mein
Ehsaas se dard ubharta hoon
Har saans hain dil ki dhadkan mein
Main teri wafa na samjh saki
Meri bhool hain yeh nadani hain
Jo meri aankh se behta hain
Wo tere dard ka paani hain
Jise pyar zamana kehta hain
Naam uska to qurbaani hain
Jo kasam dilayi thi tumne
Ham usko tod na paayenge
Jo kasam dilayi thi tumne
Ham usko tod na paayenge
Ham tere hai tere dukh mein
Yeh duniya chhod ke jaayenge
Hamne tumse na milne ki
Marne tak kasam nibhani hain
Jo meri aankh se behta hain
Wo tere dard ka paani hain
Jise pyar zamana kehta hain
Naam uska to qurbaani hain
Tum miloge mujhe phir kahi
Is aas mein ab tak jiti thi
Tum miloge mujhe phir kahin
Is aas mein ab tak jiti thi
Tere gham mein sulagti rehti thi
Aur pyaas mein aansu piti thi
Tumhe kho kar jeena mushkil hain
Mar jaane mein aasani hain
Jo meri aankh se behta hain
Wo tere dard ka paani hain
Jise pyar zamana kehta hain
Naam uska to qurbaani hain
Bas thodi de ke rishte hai
Yeh pyar mohabbat aur wafa
Bas thodi de ke rishte hai
Aksar to bichhad ne ke khatir
Duniya mein musafir milte hai
Yeh kadavi haqiqat hai hamne
Nadan dil ko samjha ni hain
Jo meri aankh se behta hain
Wo tere dard ka paani hain
Jise pyar zamana kehta hain
Naam uska to qurbaani hain
Jab yaaad andheri raato mein
Mere dil ke taar hilati hai
Jab yaaad andheri raato mein
Mere dil ke taar hilati hai
Khamoshi mein aawaz teri
Mere kano tak aati hai
Lagat hai hamri chahat ki
Duniya se alag kahani hain
Jo meri aankh se behta hain
Wo tere dard ka paani hain
Jise pyar zamana kehta hain
Naam uska to qurbaani hain
Haatho o lakire dekhti hoon
Taqdeer ka dosh batati hoon
Haatho o lakire dekhti hoon
Taqdeer ka dosh batati hoon
Kabnhi mein teri barbaadi ka
Khud pe ilzaam lagati hain
Jo zulm kiya maine tumne
Ab uski saza to pani hain
Jo meri aankh se behta hain
Wo tere dard ka paani hain
Jise pyar zamana kehta hain
Naam uska to qurbaani hain
Main tere dard ke rishte ko
Sine se laga ke jee lungi
Main tere dard ke rishte ko
Sine se laga ke jee lungi
Chubhti saaso ki dhgo se
Dil ke tukdo ko see lungi
Ek pal ka guzarna mushkil hain
Phir bhi yeh umar bitani hain
Jo meri aankh se behta hain
Wo tere dard ka paani hain
Jise pyar zamana kehta hain
Naam uska to qurbaani hain.