Jhuk Jhuk Jaaye Lyrics – Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Kuchh bhi kaha naa jaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye un se
Jhuk jhuk jaaye nazar sharmaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye un se
Kuchh bhi kaha naa jaaye
Kisne saza di pyaar ki duniya
Ulfat ke ikraar ki duniya
Kisne saza di pyaar ki duniya
Ulfat ke ikraar ki duniya
Kyun na unpar jaan lutaa dun
Aaj mili hai bahaar ki duniya
Hosh kahan hai chaal yaha hai
Kuchh bhi kaha naa jaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye un se
Jhuk jhuk jaaye nazar sharmaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye un se
Kuchh bhi kaha naa jaaye
Main to kahun wo jaadugar hai
Dil ye kahe ulfat ka asar hai
Achchaa hmm
Main to kahun wo jaadugar hai
Dil ye kahe ulfat ka asar hai
Kiski maalum hai baaten tauba
Kiski maalum hai tauba
Kahna bhi mushkil rahna bhi mushkil
Kuchh bhi kaha naa jaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye un se
Jhuk jhuk jaaye nazar sharmaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye un se
Kuchh bhi kaha naa jaaye
Jab wo hamaare saamne aayen
Nazren daaman chumne jaayen
Jab wo hamaare saamne aayen
Nazren daaman chumne jaayen
Dil ki baaten dil mein hi ghume
Hothon ki kaliyaan tharrayen
Main sharmaaun chhup chhup jaaun
Kuchh bhi kaha naa jaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye un se
Jhuk jhuk jaaye nazar sharmaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye un se
Kuchh bhi kaha naa jaaye.