Jhooth Boliya Lyrics – Kamal Khan
Ki main jhooth boliya
Ki main jhooth boliya
Ho paise ki ho baat
To kadke bade
Bade ban jaate
Par than than
Gopalon ke bhi honge
Switzerland mein khaate
Switzerland mein khaate
Switzerland mein khaate
Chor chor keh kar peete haan
Jise mile jee paake
Par chori ka mile mauka to
Hath maare wohi dabaake
Ki main jhooth boliya koi na
Ki main kufr tolya koi na
Ki main zeher gholya koi na
Koi na hoye koi na
Ki main jhooth boliya koi na
Ki main kufr tolya koi na
Ki main zeher gholya koi na
Koi na hoye koi na
Aye…
Bijli na paani hai
Sheela ki jawani hai
Nagri andheri chaupat raja
Netaji so rahe
Tandoori murga kha ke
Democracy ka bajta dekho baja
India shine woh batlayein
Hum chunaav mein aate
Aur bholi bhali janta ko
Di mehangai ke kaante
Ki main jhooth boliya koi na
Ki main kufr tolya koi na
Ki main zeher gholya koi na
Koi na hoye koi na
Ki main jhooth boliya koi na
Ki main kufr tolya koi na
Ki main zeher gholya koi na
Koi na hoye koi na
Paraji zara bachke
O hatke o hatke
Paraji zara bachke
O hatke o hatke
Paraji zara bachke
O hatke o hatke
Paraji zara bachke
O hatke hatke hatke
Paraji zara bachke
Internet pe duniya bhar
Ke jode sho sho udaate
Magar padosi ke dukh dard
Ko na samjhe na koi baante
Daan punya ki baat karein jab
Oonchi oonchi haankein
Pehan ke chola duniya seedha
Gaddi gaddi bhaage
O ho lambi chaudi fees ke badle
Degree yeh ek themake
College bolle naukri
Ab dhoondh ke dhakka khake
Love romance ki baat karein
Sab dil o jaan lutaake
Kaam hai to sab theek hai
Nahi to chinghum thook chamake
Ki main jhooth boliya koi na
Ki main kufr tolya koi na
Ki main zeher gholya koi na
Koi na hoye koi na
Ki main jhooth boliya koi na
Ki main kufr tolya koi na
Ki main zeher gholya koi na
Koi na hoye koi na
O hatke o hatke
Paraji zara bachke.