Jhoomti Ghata Mein Oh Lyrics – Mohammad Salamat
Jhoomti ghata mein oh
Jhoomti ghata mein
Chaand dekho chup gaya
Haaye maare sharam ke
Jhoomti ghata mein
Chaand dekho chup gaya
Haaye maare sharam ke
Pa hi na saka husn tere
Jaise kabhi woh
Kasam se kasam se
Jhoomti ghata mein
Chaand dekho chup gaya
Haaye maare sharam ke
Aasman pe thodi der
Koyi apna rang
Dekhati woh dhanak hai
Aasman pe thodi der
Koyi apna rang dekhati
Woh dhanak hai
Usko shayad aisa hi lage
Hai saare rango pe rango ki
Tujhpe jab pade nazar
Woh chhup hi jaati hai
Tujhpe jab pade nazar
Woh chhup hi jaati hai
Haaye maare sharam
Ke haaye maare sharam ke
Pa hi na saki rang tere
Jaise kabhi woh
Kasam se kasam se
Jhoomti ghata mein
Chaand dekho chup gaya
Shor yun machati hai
Yeh lehren josh yun
Dekhta hai samundar
Shor yun machati hai
Yeh lehren josh yun
Dekhta hai samundar
Ousko yun lage hai
Gaehrahi jaise chuphi
Hai haan chuphi hai
Jaise chuppi hai bas uske andhar
Jab teri nazar pade
Woh tham hi jaata hai
Jab teri nazer pade
Woh tham hi jaata hai
Maare sharam ke haaye
Maare sharam ke
Pa hi na saka gehrahi
Teri aankhon ki woh
Kasam se kasam se
Jhoomti ghata mein
Chaand dekho chup gaya
Haaye maare sharam ke
Pa hi na saki rang tere
Jaise kabhi woh
Kasam se kasam se
Kasam se kasam se.