Jhonka Hawa Ka Aaj Bhi Lyrics – Hariharan, Kavita Krishnamurthy
Jhoka hawa ka aaj bhi
Zulfe udata hoga na
Tera dupattaa aaj bhi tere
Sar se sarakta hoga na
Baalo me tere aaj bhi
Phul koi sajataa hoga na
Thandi hawae raato me
Tujhko thapakiyaan deti hogi na
Chaand ki thandak khwabo me
Tujhko leke to jaati hogi na
Suraj ki kirane subah ko
Teri nide udaati hogi na
Mere khayaalo me sanam
Khud se hi baate karati hogi na
Mai dekhta hun chhup
Chhup ke tumako mahasus karati hogi na
Jhoka hawa ka aaj bhi zulfe udata hoga na
Naarabalam chandra balan tadev
Vidya balam daiv balan tadev
Lakshmi pate tendra yugam swarami
Shubmangal sawadhan
Kagaz pe meri tasveer jaisi
Kuchh to banati hogi na
Ulat palatke dekh ke usko
Jee bhar ke hansti hogi na
Hanste hanste aankhein
Tumhari bhar bhar aati hogi na
Mujhko dhaka tha dhoop mein
Jisse wo aanchal bhigoti hogi na
Saawan ki rimjhim mera
Taraana yaad dilati hogi na
Ek ek meri baatein tumko
Yaad to aati hogi na
Yaad to aati hogi na
Yaad to aati hogi na
Kya tum mere in sab
Sawaalon ka kuchh to jawaab dogi na.