Jeene Se Bhi Zyada Jeeyein Lyrics – Shivam Pathak
Mutthi hai choti
Pana hai sara
Isse kam mein na
Karna guzara
Hum kya jane
Kya hai andhera
Aankho mein rakkhe
Hum apna savera
Methe khab gae
Milo rasta rasta
Pero mein sajaye
Khari ret ke khet mein
Methe khab gae
Milo rasta rasta
Pero mein sajaye
Hoo jeene se bhi zyada jeeyein
Udhano se bhi aage udhee
Khwahishey aasmani zinda hai
Umeed to fikar kya
Hoo jeene se bhi zyada jeeyein
Udhano se bhi aage udhee
Khwahishey aasmani zinda hai
Umeed to fikar kya
Re thak kar kyu bhala hum tham jaye
Chlo na thoda hoslo ko smjhaye
Hoo aandhiyo se shart lgaye
Ke zindagi ki aankh se aankh milaye
Jaye manzilo se lipat kar aaye
Khari ret ke khet mein
Methe khab gae
Milo rasta rasta
Pero mein sajaye
Hoo jeene se bhi zyada jeeyein
Udhano se bhi aage udhee
Khwahishey aasmani zinda hai
Umeed to fikar kya
In kadmo ne jeet li hai sab rahe
Bahoo ne thami aasman ki bahee
Chlo ji khushiyo ke ghar ho aaye
Ke kona kona muskano se sajaye
Khwabo ki annkho ko dhanak pehnaye
Khari ret ke khet mein
Methe khab gae
Milo rasta rasta
Pero mein sajaye
Hoo jeene se bhi zyada jeeyein
Udhano se bhi aage udhee
Khwahishey aasmani zinda hai
Umeed to fikar kya.