Jeene Marne Ka Lyrics – Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
Ho jeene marne ka mausam aaya
Ho jeene marne ka mausam aaya
Pyar karne ka mausam aaya
Pyar karne ka mausam aaya
Ho jeene marne ka mausam aaya
Ho jeene marne ka mausam aaya
Pyar karne ka mausam aaya
Pyar karne ka mausam aaya
Ho jeene marne ka mausam aaya
Pyar karne ka mausam aaya
Har kali apna ghunghat banale
Khushboo banke jawani lutane lagi
Har kali apna ghunghat banale
Khushboo banke jawani lutane lagi
Chhed khani kare sokh chanchal hawa
Ho sokh chanchal hawa
Gungunane lagi dhadkano ki sada
Ho aahe bharne ka
Ho aahe bharne ka mausam aaya
Ho jeene marne ka mausam aaya
Pyar karne ka mausam aaya
Koi pahra hai na koi deewar hain
Mud ke dekhu jidhar pyar hi pyar hain
Aisi tanhaiyo mein yun kho jaye hum
Do rahe na chalo ek ho jaye hum
Do rahe na chalo ek ho jaye hum
Ho lo sawrane ka
Ho lo sawrane ka mausam aaya
Ho jeene marne ka mausam aaya
Pyar karne ka mausam aaya
Sara gulsan mujhe mera sahra lage
Aaj milne ka mauka sunhara lagae
Meri sanso mein sahnai bajne lagi
Meri sanso mein sahnai bajne lagi
Dauli sapno ki phoolo se sajne lagi
Ho ab machalne ka
Ho ab machalne ka mausam aaya
Pyar karne ka mausam aaya
Ho jeene marne ka mausam aaya
Ho jeene marne ka mausam aaya
Pyar karne ka mausam aaya
Pyar karne ka mausam aaya.