Jeene Ka Dhang Lyrics – Kundan Lal Saigal
Ai phool hans ke baagh mein
Kaliya khilaaye ja shabnam ki ashq
Apane hansi mein chhupaaye ja
Kaanto ki nok par
Khada muskuraaye ja
Jeene ka dhang sikhaaye ja
Kaanto ki nok par
Khada muskuraaye ja
Ine ka dhang sikhaaye ja
Bhanvare ne tere kaan mein
Kuch gunguna diya
Bhanvare ne tere kaan mein
Kuch gunguna diya
Yeh kah ke raaje zindagi
Tujhako bata diya
Yeh kah ke raaje zindagi
Tujhako bata diya
Rote huye zahan mein
Tu muskuraaye ja
Tu muskuraaye ja
Jeene ka dhang sikhaaye ja
Kaanto ki nok par
Khada muskuraaye ja
Jeene ka dhang sikhaaye ja
Bulbul ki sadaao me bhi
Paigham yahi hai
Bulbul ki sadaao me bhi
Paigham yahi hai
Koyal ki bhi har kook
Subah sham yahi hai
Koyal ki bhi har kook
Subah sham yahee hai
O hanste huye phool
Tere husn ke sadke
O hanste huye phool
Tere husn ke sadke
Patjhad me kya kare koyi
Itana bataaye ja
Itana bataaye ja
Jeene ka dhang sikhaaye ja
Kaanto ke nok par
Khada muskuraaye ja
Jeene ka dhang sikhaaye ja.