Jeena Hai Kis Liye Lyrics – Amitabh Bachchan
ज़िंदादिली से क्यों न हम जियें
जीना है किस लिए जीवन है इस लिए
ज़िंदादिली से क्यों न हम जियें
रिश्ते हैं किस लिए समझते हैं इस लिए
जीना भी वरना और है किस लिए
ये फिज्जा और वो बहार
दो घडी के हैं खुमार
बदलना ही तो क़ुदरत में
क़ायम का रहा किरदार
ये ख़िज़ाँ और वो बहार
दो घडी के हैं खुमार
बदलना ही तो क़ुदरत में
क़ायम का रहा किरदार
बदलेंगे किस लिए संवरेंगे इस लिए
बदल के हंस दिए तो जी लिए
जीना है किस लिए जीवन है इस लिए
ज़िंदादिली से क्यों न हम जियें
आंसू के जो धारे हैं
ये ग़म के शरारे हैं
जो उनको पोंछ दे बस
वो ही तो तुम्हारे हैं
आंसू के जो धारे हैं
ये ग़म के शरारे हैं
जो उनको पोंछ दे बस
वो ही तो तुम्हारे हैं
आंसू है किस लिए
सर दर्द इस लिए
मुस्कान से आंसू
भी धो लिए
जीना है किस लिए
जीवन है इस लिए
ज़िंदादिली से क्यों
न हम जियें
रिश्ते हैं किस लिए
समझते हैं इस लिए
जीना भी वरना
और है किस लिए.
Zindaadili se kyun na ham jeeyein
Jeena hai kis liye jeevan hai is liye
Zindaadili se kyun na hum jiyein
Rishte hain kis liye samajhte hain is liye
Jeena bhi varnaa aur hai kis liye
Ye khizaan aur wo bahaar
Do ghadi ke hain khumaar
Badalnaa hi to qudrat mein
Qaayam kaa rahaa kirdaar
Ye khizaan aur wo bahaar
Do ghadi ke hain khumaar
Badalnaa hi to qudrat mein
Qaayam kaa rahaa kirdaar
Badleinge kis liye sanvreinge is liye
Badal ke hans diye to jee liye
Jeena hai kis liye jeevan hai is liye
Zindaadili se kyun na ham jiyein
Aansoo ke jo dhaare hain
Ye gham ke sharaare hain
Jo unko ponchh de bas
Wo hi to tumhaare hain
Aansoo ke jo dhaare hain
Ye gham ke sharaare hain
Jo unko ponchh de bas
Wo hi to tumhaare hain
Aansoo hai kis liye
Sar dard is liye
Muskaan se aansoo
Bhi dho liye
Jeena hai kis liye
Jeevan hai is liye
Zindaadili se kyun
Na hum jiyein
Rishte hain kis liye
Samajhte hain is liye
Jeena bhi varnaa
Aur hai kis liye.