Jee Le Lyrics – Dev Sikandar, Payal Dev
Duniya ke korakh dhande se
Tu dar ke bhage kyu
Choro ka dhumdhadaka
Kis parchand ko bhape tu
Apna na koi paraya khud ko
Kis ka mane tu
Kho jayega is jangle mein
Ek adna sa prani tu
Aye koi yaha jo phir se jee jeele
Chod sharam tu bhi ek jaam peele
Kar de show me hai tere sitare
Aj ye pal tu bhi jeele
Sanni si sanso se khud ko sambhale
Aa hi gaya hai to ek jaam peele
Darta rahega to jeeyega kab tu
Aaj ye pal tu bhi jeele
Aaj uthake jo kadam jo tu aa hi gaya
Jo tu aa hi gaya
Pichhe na hatna jo hona hai ho jayega
Jo agar jindagi tujhko chhule
Maut ki raho se tujhko bachale
Aaj ye pal tu bhi jeele
Sahmi si sanso se khud ko sambhale
Aa hi gaya hai to ek jaam peele
Darta rahega to jeeyega kab tu
Aaj ye pal tu bhi jeele
Daman bichhaye khadi hu tu baho me aaja
Kap kapate ye lab jo pukare
Tere hi baho ke jhulu main jhule
Aja aj ye pal tu bhi jeele
Sahmi si sanso se khud ko sambhale
Aa hi gaya hai to ek jaam peele
Darta rahega to jeeyega kab tu
Aaj ye pal tu bhi jeele
Duniya ke ghorkh dande mein
Aake fas gaya hai tu
Ab to bas tera janaza
Kis kone mein chhupta tu
Apna na koi paraya,
Khud ko kiska mane tu
Kho gaya hai is jangle mein
Ek adna sa prani tu.