Jawan Ho Ya Budhiya Lyrics – Mohammed Rafi
Jawan ho ya budhiya
Ya nanhi si gudiya
Kuch bhi ho aurat
Zeher ki hai pudiya
Jawan ho ya budhiya
Ya nanhi si gudiya
Kuch bhi ho aurat
Zeher ki hai pudiya
Mare pistol se na
Kate talwar se
Mard ko gulam ye
Banaye bade pyar se
Mare pistol se na
Kate talwar se
Mard ko gulam ye
Banaye bade pyar se
Kabhi ikrar se kabhi inkar se
Kabhi ikrar se kabhi inkar se
Kajre ki dhar se ya balo ke singar
Isiliye kahta hu daro daro nar se
Daro daro nar se
Jawan ho ya budhiya
Ya nanhi si gudiya
Kuch bhi ho aurat
Zeher ki hai pudiya
Kam bhagwan ka
Nushka jarur ye to
Hoga shaitan ka
Ho nahi sakta ye
Kam bhagwan ka
Nushka jarur ye to
Hoga shaitan ka
Char bunde nakhra
Aath bunde jhagda
Char bunde nakhra
Aath bunde jhagda
Jhuth barah bunde
Solah bunde lafda
Wah wah kya
Banaya tune ragda
Jawan ho ya budhiya
Ya nanhi si gudiya
Kuch bhi ho aurat
Zeher ki hai pudiya
Chalne me tej jaise sui ghadiyal ki
Laye ye nikal kar khabar patal ki
Chalne me tej jaise sui ghadiyal ki
Laye ye nikal kar khabar patal ki
Mithi hai juban ki jhuthi hai jahan ki
Dil ki hai khoti to kachi bhi kan ki
Kali ho ya gori hai
Bairi insan ki bairi insan ki
Jawan ho ya budhiya
Ya nanhi si gudiya
Kuch bhi ho aurat
Zeher ki hai pudiya
Jawan ho ya budhiya
Ya nanhi si gudiya
Kuch bhi ho aurat
Zeher ki hai pudiya.