Jawab E Dastak Lyrics – Ameeta Parsuram
Dastake muddat se magar
Waqt aaya hain ki
Main bhi tujhe samjaoon
Kaash tu samjhe ke
Main raze mohabbat kyaa hain
Tujhko maloom to ho
Dil ki hakikat kyaa hain
Sheher be hismein
Dil ki jarurat kyaa hain
Tu bhi dekhe ke ye
Duniya e mohabbat kya hain
Aisi duniya ke jahan
Asraare mohabbat hain aya
Jo nazar na dekh na
Paye wo nazare hain yahan
Ye woh duniya ke jahan
Sudo jiyaad hain na ana
Tu bhi iss duniya
Ka ek baar nazara karle
Mera dawa hain ke
Mujhse hain ye
Duniya kaayam
Dilli ke zere asar
Aaj bhi ye hota hain
Dard ek dil mein hai
Par aur koi rota hain
Dil se dilke jo murazim
Hain tujhe kyaa maloom
Dil ke aahon mein
Qayamat ka asar hota hain
Tu chahata hain
Fakat tera askh ho jaaun
Khud apne aap se
Main door kaise ho jaaun
Mera wajood azal se
Hain muktalif tujh se
Main teri soch ka
Mohtaaz kaise ho jaaun
Samajna kaam hain
Tera zara samajto sahin
Bagir dil ke zamane
Mein kuchh hua hain kabhi
Mere bagair ghazal
Koi keh na paayega
Kisi ke pyaar mein
Phir koan sar jukayega
Kisi ki yaad mein
Kab koi gungunayega
Gamo khushi mein
Koi fark reh na jaayega
Mujhe yakeen hain
Hakikat samaj chuka hain tu
Tujhe pata hi na thi
Dil ki ehmiyat ab tak
Mere wajood se
Muntir tu ho nahi sakta
Mere junoon ki jeed
Se bachega tu kab tak
Mere junoon ki jeed
Se bachega tu kab tak.