Janani Jagat Ki Lyrics – Hemant Kumar
Bhakto ke jeevan ki bhakti o mata
Janani jagat ki shakti o mata
Bhakto ke jeevan ki bhakti o mata
Nis din tere gun jo gaye
Mange bina sab wo paye
Janani jagat ki shakti o mata
Bhakto ke jeevan ki bhakti o mata
Nis din tere gun jo gaye
Mange bina sab wo paye
Janani jagat ki shakti o mata
Tujhse mila hain vardan sabko
Vardan sabko
Tune diya hain har ghyan sabko
Har ghyan sabko
Budhi bhi di hain bal bhi diya hain
Agni bhi di hain jal bhi diya hai
Nirbal nahin hain koi bhi vyakti
Tan man sabke hain teri shakti
Tune sazaya jeevan ka mela
Kyu koi samjhe khud ko akela
Neelam ki pasli
Tu sath degi tu sath degi
Hum geer pade to
Tu hath degi tu hath degi
Tu laaz sabki rakhti hain mata
Hum laaz teri rakhenge mata
Sankat pade to himmat jo hare
Sankat pade to himmat jo hare
Mata tujhe wo ma kyu pukare
Mata tujhe wo ma kyu pukare
Tu le nahin de shakti o mata
Janani jagat ki shakti o mata
Bhakto ke jeevan ki bhakti o mata
Janani jagat ki shakti o mata
Bhakto ke jeevan ki bhakti o mata
Nis din tere gun jo gaye
Mange bina sab wo paye
Janani jagat ki shakti o mata
Bhakto ke jeevan ki bhakti o mata
Janani jagat ki shakti o mata
Bhakto ke jeevan ki bhakti o mata
Janani jagat ki shakti o mata
Bhakto ke jeevan ki bhakti o mata.