Janam Janam Ka Saath Hamara Lyrics – Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Janam janam ka saath hamara
Saath kabhi ye chhute na
Jug jug ki ye preet purani
Preet hamari tute na
Hone bhi do pyara pyara miln
Lage hai dar jane kya hoga
Dekhe jo koi hamara miln
Sans ki dor jo tute to tute
Pyar ki dor ye tute na
Janam janam ka saath hamara
Saath kabhi ye chhute na
Dede vachan mujhko sajna
Chhodo ge mera kabi sang na
Tum hi to naiyno ki jyoti ho
Bhulenge kaise tumhe ye naiyna
Aayenge rang umang bhare din
Humse jo kismat ruthe na
Janam janam ka saath hamara
Saath kabhi ye chhute na
Phul bagiya me bulbul bole
Dal pe bole koyaliya
Pyar karo pyar karo
Rut pyar ki aayi re
Bhavro se kahti hai kliya
Ho ji ho ho ji ho ho ji ho ho ji ho
Ho ji ho ho ji ho ho ji ho ho ji ho
Pyar to hai talvar ki dhar
Kyo pyar ki hai muskil galiya
Pyar mera tha bavriya ban gai
Rt te rt te savliya
Jo pyar karte jag se na darte
Premi agan me palte hai
Deepak ke tan me lo ki lagan me
Lakho patange jalte hai
Jan kare kurban hiran
Jab preet ki baje basuriya
Pyar karo pyar karo
Rut pyar ki aayi re
Bhavro se kahti hai kliya
Pyar mera tha bavriya ban gai
Rt te rt te savliya
Kon karega preet yaha
Jab koi kisi ka meet nahi
Preet bhara sangit nahi to
Pyar ki jag me jeet nahi
Tar baje jab bina ke
Tab pyar ki baje payaliye
Pyar karo pyar karo
Rut pyar ki aayi re
Bhavro se kahti hai kliya
Pyar mera tha bavriya ban gai
Rt te rt te savliya
Ho ji ho ho ji ho ho ji ho ho ji ho
Ho ji ho ho ji ho ho ji ho ho ji ho
Ho ji ho.