Janam Din Aaya Lyrics

in

Janam Din Aaya Lyrics, is a Hindi Birthday song from the soundtrack of the Indian Hindi film Baharon Ki Manzil (1968). The song is sung by Lata Mangeshkar and composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) and Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal), with lyrics of Janam Din Aaya provided by Majrooh Sultanpuri. The film Baharon Ki Manzil (1968) features Meena Kumari, Dharmendra and Rehman in a lead role.

"Janam Din Aaya" Song Details:

Movie: Baharon Ki Manzil (1968)
Singer(s):Lata Mangeshkar
Lyricist(s):Majrooh Sultanpuri
Composer(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s):Birthday
Director(s):Yakub Hassan Rizvi
Music Label:© Saregama
Starring:Meena Kumari, Dharmendra, Rehman
Release on:31st December, 1968

Janam Din Aaya Lyrics – Lata Mangeshkar

Janam Din Aaya Aaya
Mamta Ki Jyot Jagi
Janam Din Aaya Aaya
Mamta Ki Jyot Jagi
Ke Hansti Rahe Sada
Yuhi Meri Chanda
Taro Ki Shehjadi

Rango Bhara Gudiya
Ko Joda Pehnake
Rango Bhara Gudiya
Ko Joda Pehnake
Arman Ki Kaliyo Se
Angana Sazake
Matwali Mamta Ne
Apne Dil Ki Shama Jala Di
Janam Din Aaya Aaya
Mamta Ki Jyot Jagi
Ke Hansti Rahe Sada
Yuhi Meri Chanda
Taro Ki Shehjadi

Taro Ka Lekar Tohfa
Chanda Bhi Aaya
Taro Ka Lekar Tohfa
Chanda Bhi Aaya
Rani Ke Layak Humne
Kuch Bhi Na Paya
Phir Nanhi Umar Pe
Wari Hokar Apni Umar Mila Di
Janam Din Aaya Aaya
Mamta Ki Jyot Jagi.

Janam Din Aaya Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.