Jalte Diye Lyrics – Anwesha Datta Gupta, Harshdeep Kaur, Shabab Sabri, Vineet Singh
Aaj agar milan ki raat hoti
Jaane kya baat hoti
Toh kya baat hoti
Diye jal utthte hain
Tann mein mann mein
Aur nayan mein
Diye jal utthte hain
Aaja piya aaja aaja piya aaja ho
Aaja piya aaja tere hi
Tere liye jalte diye
Bitaani tere saaye
Mein saaye mein zindagaani
Bitaani tere saaye mein saaye mein
Kabhi kabhi kabhi
Kabhi aise diyon se
Lag hai jaati aag bhi
Dhule dhule aanchalon pe
Lag hain jaate daag bhi
Hain veeraanon mein badalte
Dekhe mann ke baag bhi
Sapno mein shringar ho toh
Diye jal utthte hain
Khwaahison ke aur sharam ke
Diye jal utthte hain
Aaja piya aaja aaja piya aaja ho
Aaja piya aaja tere hi
Tere liye jalte diye
Bitaani tere saaye mein
Saaye mein zindagaani
Bitaani tere saaye mein saaye mein
Mera nahi
Mera nahi hai woh diya jo
Jal raha hai mere liye
Meri taraf kyun ye ujaale
Aaye hain inko rokiye
Yun begaani roshini
Mein kab talak koi jiye
Saanson mein jhankar ho toh
Diye jal utthte hain
Jhaanjharon mein kanganon mein
Diye jal utthte hain
Aaja piya hmm jalte diye
Bitaani tere saaye mein
Saaye mein zindagaani
Bitaani tere saaye mein saaye mein
Saaye mein saaye tere
Saaye mein saaye tere
Saaye mein saaye tere
Saaye mein saaye tere.