Jal Jaane Do Is Duniya Ko Lyrics

in

"Jal Jaane Do Is Duniya Ko" Song Details:

Movie: My Sister (1944)
Singer(s):Suprava Sarkar
Lyricist(s):Pandit Bhushan
Composer(s):Pankaj Mullick
Music Director(s):Pankaj Mullick
Genre(s):Playful
Music Label:© Saregama
Release on:1st January, 1944

Jal Jaane Do Is Duniya Ko Lyrics – Suprava Sarkar

lyricsbogie.com
Jal jaane do is duniya ko duniya ko
Jab ismein sachcha pyaar nahin
Yahaan dil thhukraaye jaate hain
Aur koi aur koi
Aur koi kisi ka yaar nahin
Jal jaane do jal jaane do

Ye garaz nahin ye garaz nahin
Koi khudgarzon ki basti hai
Inhen lene ko inhen lene ko
Taiyyaar hain sab
Dene ko koi taiyyaar nahin
Jal jaane do jal jaane do

Aankhon mein kisi ki sharam nahin
Sab ek haram ke nange hain
Aankhon mein kisi ki sharam nahin
Sab ek haram ke nange hain
Matlab ke matlab ke hain
Laakhon dost magar
Gham khwaar nahin
Gham khwaar nahin
Jal jaane do jal jaane do
Jal jaane do is duniya ko is duniya ko
Jab ismein sachcha pyaar nahin
Yahaan dil thukraaye jaate hain
Aur koi aur koi
Aur koi kisi ka yaar nahin.

Jal Jaane Do Is Duniya Ko Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.