Jaisi Karni Vaisi Bharni Lyrics

in

"Jaisi Karni Vaisi Bharni" Song Details:

Movie: Shravan Kumar (1956)
Singer(s):Mohammed Rafi
Lyricist(s):Bharat Vyas
Composer(s):Shivram Krishna
Music Director(s):Shivram Krishna
Genre(s):Philosophical
Director(s):Sharad Kumar
Music Label:© Saregama
Starring:Anant Kumar, Nalini Chonkar, Cuckoo, Achla Sachdev, B. M. Vyas, Yashodhara, Katju

Jaisi Karni Vaisi Bharni Lyrics – Mohammed Rafi

lyricsbogie.com
Jaisi karni vaisi bharni
Yahi parbhu na nyay
Boye beej babul ke
To aam kaha se khaye
Jo jaisa boye beej yaha karni ka
Jo jaisa boye beej yaha karni ka
Vaisa hi wo phal pata
Dusro ke ghar mein aag lagane wala
Khud hi usme jal jata
Jo boye beej yaha karni ka

Dhul uchali to sar pe giregi
Bande na itna bhul
Kankar ke badle pathar milega
Kate ke badle sul
Jo jaisa apna khata dikhata
Wo waisa hisab chukata
Dusro ke ghar me aag lagane wala
Khud hi usme jal jata
Jo jaisa boye beej yaha karni ka
Waisa hi wo phal pata
Dusro ke ghar me aag lagane wala
Khud hi usme jal jata
Jo boye beej yaha karni ka.

Jaisi Karni Vaisi Bharni Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.