Jagi Huyi Fizayen Lyrics – Asha Bhosle, Udit Narayan
Aagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain
Tere liye mere liye
Phoolon mein taazgi si hai
Raahon mein roshani si hai
Din mein bhi chaandni si hai
Mere sanam
Tere liye mere liye
Jaagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain
Tere liye mere liye
Phoolon mein taazgi si hai
Raahon mein roshani si hai
Din mein bhi chaandni si hai
Mere sanam
Tere liye mere liye
Jaagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain tere liye
Laayi hai kaisi khushi
Tere mere pehle pehle
Pyaar mein khoyi khoyi zindagi
Laayi hai kaisi khushi
Tere mere pehle pehle
Pyaar mein khoyi khoyi zindagi
Kab aisa tha samaa kab thi ye dilkashi
Kaliyon ki chunari dhalki hai
Lehron se masti chhalki hai
Sapnon ki duniya jhalki hai
Mere sanam
Tere liye mere liye
Jaagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain tere liye
Aa…ooo…
Dheere dheere haule haule
Kehte hain do dil daastaan
Sunte hain ye vaadiyaan
Dheere dheere haule haule
Kehte hain do dil daastaan
Hai jaise tham gaya
Mausam ka karvaan
Bhanvre jo gungunaate hain
Jhonke so sansanaate
Kuchh taar jhanjhanaate hain
Mere sanam
Tere liye mere liye
Jaagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain
Tere liye mere liye
Phoolon mein taazgi si hai
Raahon mein roshani si hai
Din mein bhi chaandni si hai
Mere sanam
Tere liye mere liye
Jaagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain
Tere liye.