Jab Se Usne Shaher Ko Chhoda Lyrics – Ustad Ghulam Ali
Jab se usne shaher ko chhoda
Har rasta sun suaan hua
Apna kya hai saare shaher ka
Apna kya hai saare shaher ka
Ek jaisa nukasan hua
Jab se usne shaher ko chhoda
Har rasta sun suaan hua
Sehra ki muzaar hawayein
Auro se mansub hui
Sehra ki muzaar hawayein
Auro se mansub hui
Muft mein ham aawara thehare
Muft mein ham aawara thehare
Muft mein ghar viraan hua
Jab se usne shaher ko chhoda
Har rasta sun suaan hua
Mere halate hairat kaise
Dard ke tanha mausam mein
Mere halate hairat kaise
Dard ke tanha mausam mein
Patthar bhi ro padte hai
Patthar bhi ro padte hai
Insaan to phir insaan hua
Jab se usne shaher ko chhoda
Har rasta sun suaan hua
Uske zakhm chhupa ke rakhiye
Khud us shaks ki nazro se
Uske zakhm chhupa ke rakhiye
Khud us shaks ki nazro se
Us se kaisa shikwa kijiye
Us se kaisa shikwa kijiye
Wo to abhi nadan hua
Jab se usne shaher ko chhoda
Har rasta sun suaan hua
Yun bhi kam aamez tha mohsin
Wo is shaher ke logo mein
Yun bhi kam aamez tha mohsin
Wo is shaher ke logo mein
Lekin mere samne aakar
Lekin mere samne aakar
Aur bhi kuchh anjaam hua
Jab se usne shaher ko chhoda
Jab se usne shaher ko chhoda
Har rasta sun suaan hua
Jab se usne shaher ko chhoda
Har rasta sun suaan hua.