Jab Kanha Ki Meethi Muraliya Lyrics – Suman Kalyanpur
Jab kanha ki meethi murailya baje
Jab kanha ki meethi murailya baje
Kisi ko rijha kisi ko tadhapaye
Kisi ko rijha kisi ko tadhapaye
Jab kanha ki meethi murailya baje
Pangat pe neyano se kar ke isara
Natakhat sawariya ne mujh ko pukara
Beran murliya ne jadhu sa dara
Beran murliya ne jadhu sa dara
Tano ka ban haye tan tan mara
Mai to panghat pe rah gayi khadi ki khadi
Chala bhi na jaye ruka bhi nahi jaye
Chala bhi na jaye ruka bhi nahi jaye
Jab kahna ki mithi muraliya baje
Me hi jo hoti kanha ki basuriya
Me hi jo hoti kanha ki basuriya
Ho sagh sagh rakhate mujhe bhi sawariya
Hatho me lagati me hotho se lagti
Mujh pe jo padhati mahele ki najariya
Mere mann mein hai kya kya uamge bhri uamge bhri
Bhtai na jaye chupai bhi najaye
Bhtai na jaye chupai bhi najaye
Jab kanha ki meethi murailya baje
Murailya baje murailya baje
Murailya baje murailya baje.