Jab Bhi Dekhu Tu Kanha Ke Lyrics – Asha Bhosle
Kanha ko dukh deti unke mithe mithe
Hotho ka tu chumban leti
Jab bhi dekhu tu kanha ke
Mukh se lagi murali tu sotan
Hamari badi jab bhi dekhu tu
Jab bhi dekhu tu kanha ke
Mukh se lagi murali tu sotan
Hamari badi jab bhi dekhu tu
Unki sanso me ghul mil ke
Unke sang sang gati
Sat suro wali nagan tu
Hamari parit churati
Radha mohan ke tu bich
Aake khadi murali tu sotan
Hamari badi jab bhi dekhu
Tu kanha ke mukh se
Lagi murali tu sotan
Hamari badi jab bhi dekhu tu
Adhar ki sej pe soke
Sham ko kahe satati
Adhar ki sej pe soke
Sham ko kahe satati
Nachati ek pag par unko
Pav unse tu dabwati
Aadhi rat ko apni dhun se
Humko bhi hichakilati
Khud chipaki rahati hotho se
Aur humko tarasati, hath
Dhoke tu kyu hamare pichhe padi
Murali tu sotan
Hamari badi jab bhi dekhu tu
Tu kanha ke mukh se
Lagi murali tu sotan
Hamari badi jab bhi dekhu tu
Jab bhi jau mai madhuban me
Aisi aati mere man me
Jab bhi jau mai madhuban me
Aisi aati mere man me
Chhin ke sham se tujhko
Dubo du zamuna jal me
Tujhko jadu tona karte
Dekha humne aankho
Tere zigar me sat chhed to
Hamare zigar me lakho bharam aate hai
Mohan ka man har ghadi murali tu sotan
Hamari badi jab bhi dekhu
Tu kanha ke mukh se
Lagi murali tu sotan
Hamari badi jab bhi dekhu tu.