Jaaneman Jaane Jaan Lyrics – Dilraj Kaur, Kishore Kumar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Ke dil ko sambhaala kare ae koi allah
Arre waah re allah miyaan allah
Ek waqt mein kya kya kare koi
Jaane man jaane man
Jaane man jaane jaan
Hoja aaj meharbaan
Jaane man jaane jaan
Hoja aaj meharbaan
Aisi tanhaai kahaan aur phir
Ham bhi jawaan haan haan
Ham bhi jawaan oy hoy
Ham bhi jawaan
Jna na na na na baaba na
Arre na na na na na baaba na
Zamaana shor machaayega
Zamaana shor machaayega
Uyi maa kaun bachaayega
Jo hoga dekha jaayega
Jo hoga dekha jaayega
Ye mauqa ye mauqa
Ye mauqa phir na aayega
Jaane man jaane jaan
Hoja aaj meharbaan
Ho ja aaj meharbaan aan aan haan
Aisi na na karo na khudaara
Aisi na na karo na khudaara
Bada naazuk hai ye dil hamaara
Jhamko teri adaaon ne maara
O hamko teri adaaon ne maara
Koi jeene ka de do sahaara
Dekho pehli mulaaqaat hai ye abhi
Dekho pehli mulaaqaat hai ye abhi
Meharbaan honge ham bhi
Magar phir kabhi
Haan magar phir kabhi
Haan magar phir kabhi
Arre arre arre ye phirr ye phirr hai
Phirrta jaayega kya ye phirr hai
Phirrta jaayega chali aa
Na jaane ye phirr kab aayega
Na na na na
Na baaba na
Arre haan haan haan haan
Haan haan haan haan
Zamaana shor machaayega
Uyi maa kaun bachaayega
Jo hoga dekha jaayega
Jo hoga dekha jaayega
Ye mauqa ye mauqa
Ye mauqa phir na aayega
Jaane man jaane jaan
Ho ja aaj meharbaan
Ho ja aaj meharbaan aan aan haan
Ye mohabbat ke din hain hamaare
Ye mohabbat ke din hain hamaare
Haaye hote kabhi ham kanwaare
Haaye hote kabhi ham kanwaare
O kab se armaan dil mein hain pyaare
Koi hamko bhi apna pukaare
Rehne do wo jawaani ke din dhal gaye
Rehne do wo jawaani ke din dhal gaye
Chalne waale thhe jo teer
Sab chal gaye haan haan
Sab chal gaye oho
Sab chal gaye
Kya kaha sab chal gaye
Arre chadhti hai jawaani ki masti
Jitni ye puraani hoti hai
Dil zinda ho to jawaani se
Sheerin bhi suhaani hoti hai
Kuchh samjhe
Hmm hmm hmm hmm hmm
Mujhe lagta hai nahin samjhe
Hamaara pyaar bataayega
Budhaapa rang laayega
Hamaara pyaar bataayega
Budhaapa rang laayega
Na na na na na baaba na
Arre haan haan haan haan
Haan haan haan haan
Zamaana shor machaayega
Uyi maa kaun bachaayega
Jo hoga dekha jaayega
Jo hoga dekha jaayega
Ye mauqa ye mauqa
Ye mauqa phir na aayega
Jaane man jaane jaan
Nanananana
Ho ja aaj meharbaan
Nanananana
Ho ja aaj meharbaan
Haan haan haan haan
Nananananana
Haan haan haan haan
Haaan haaan haaan haaan.