Jaane Bhi Do Lyrics – Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Aise nahi chhuo mujhe
Jaane bhi do chhodo mujhe
Aise nahi chhuo mujhe
Jaane bhi do chhodo mujhe
Aise nahi chhuo mujhe
Aakhir kyu jaana hai
Mausam suhana hai
Aaungi aaungi kal
Phir main aaungi
Karti hu tumse main wada
Jaane bhi do chhodo mujhe
Aise nahi chhuo mujhe
Kaisi kategi raat ye mujhse
Kis se karunga main baate
Sapno mein main aa jaaungi
Karle na mulakaate
Kaisi kategi raat ye mujhse
Kis se karunga main baate
Sapno mein main aa jaaungi
Karle na mulakaate
Neend nahi aati yaad nahi jaati
Mujhko banao na aise satao na
Chhod ke yu mujhe jaao na
Jaane bhi do chhodo mujhe
Aise nahi chhuo mujhe
Roj roj tumse milne ka
Dhundu naya bahana
Der se aati ho kehti ho
Jaldi hai ghar jana
Roj roj tumse milne ka
Dhundu naya bahana
Der se aati ho kehti ho
Jaldi hai ghar jana
Rakhti hai mammi nazar
Dady se lagta hai dar
Jaao na jaao na
Dil ko dukhao na
Chhodo na baba mera rasta
Jaane bhi do chhodo mujhe
Aise nahi chhuo mujhe
Aisa na ho tera deewana
Tere been mar jaaye
Aise mat bolo tum janam
Dil mera ghabhraye
Aisa na ho tera deewana
Tere been mar jaaye
Aise mat bolo tum janam
Dil mera ghabhraye
To ruk jaao na
Mere karib aao na
Achha rukungi
Pandrah minat hi
Ek minat bhi nahi jyada
Jaane bhi do chhodo mujhe
Aise nahi chhuo mujhe
Jaane bhi do chhodo mujhe
Aise nahi chhuo mujhe
Abhi kyu jaana hai
Mausam suhana hai
Chhedo na chhedo na
Humko yu chhedo na
Ruko na ab mere yaara.